Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon

Video of this song from youtube
Average Rating : 4.29
Total Vote(s) : 7
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Ghum Raha Hai Chakra Jagat Ka - घूम रहा हैं चक्र जगत का
ghum raha hai chakar jagat ka
hum tum sab hai dhage
wahi chhuta in dhago se
lobh, moh jo tyage

moh ka parda kala hai
jagat makdi ka jala hai
mamta ka nata tod
na kuch bhi rehne wala hai
moh ka parda kala hai
jagat makdi ka jala hai
mamta ka nata tod
na kuch bhi rehne wala hai
jagat makdi ka jala hai

kaun pita hai, kaun hai mata
kaun pita hai, kaun hai mata
ek bharam ki dor hai
jiwan ke sab jhuthe naate
mati charo aur hai
tu parbhu se nata jod
wahi sabka rakhwala hai
mamta ka nata tod
na kuch bhi rehne wala hai
jagat makdi ka jala hai

moh ka parda kala hai
jagat makdi ka jala hai
mamta ka nata tod
na kuch bhi rehne wala hai
jagat makdi ka jala hai

chhaya ek aneko chhaya
chhaya ek aneko chhaya
maya ka sab khel hai
maya ka sab khel hai
tab tak deeya jala karta hai
jab tak usme tel hai
jab tak usme tel hai
chota ho ya bada
jalati sabko jwala hai
mamta ka nata tod
na kuch bhi rehne wala hai
jagat makdi ka jala hai

moh ka parda kala hai
jagat makdi ka jala hai
mamta ka nata tod
na kuch bhi rehne wala hai
jagat makdi ka jala hai
jagat makdi ka jala hai
om hari om, om hari om
om hari om, om hari om
lyrics of song Ghum Raha Hai Chakra Jagat Ka
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Prabhu Ki Maya (1955)
Prem Abeed, Narmad, Kanta, Shankar, Umadev, Mumtaz Begum, MubarakAsha Bhosle, Hemant Kumar Pandit Madhur, Saraswati Kumar DeepakRaviV PanchotiaPrabhu Ki Maya at IMDB      Prabhu Ki Maya at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type