Video of "Mohabbat Dil Ke Bas Itne Se Afsaane" from YouTube

Videos of this song are available at YouTube, however embedding of these videos is not available.
You can visit these YouTube links for videos of the song:

https://www.youtube.com/watch?v=ztvifFgrVl0

https://www.youtube.com/watch?v=COyVwgDQe7Q

Advertisement
Mohabbat Dil Ke Bas Itne Se Afsaane - मोहब्बत दिल के बस इतने से अफ़साने
Lyrics of Mohabbat Dil Ke Bas Itne Se Afsaane - मोहब्बत दिल के बस इतने से अफ़साने
mohabbat dil ke bas itne se afsane ko kahte hai
mohabbat dil ke bas itne se afsane ko kahte hai
kisi ki ek ada par dil ke aa jane ko
aa jane ko kahte hai
mohabbat dil ke bas itne se afsane ko kahte hai

aa mila kar aankh aankhe fer lena or tadpana
kisi ke dil ki bechaini ko duniya ne nahi jana
mohabbat husn wale dil ke tadpane ko kahte hai
kisi ki ek ada par dil ke aa jane ko
aa jane ko kahte hai
mohabbat dil ke bas itne se afsane ko kahte hai

nibhaye umar bhar bana bala se jag hasai ho
tadap kar jaan de de agar nasibo me judai ho
mohabbat sath jine sath mar jane ko kahte hai
kisi ki ek ada par dil ke aa jane ko
aa jane ko kahte hai
mohabbat dil ke bas itne se afsane ko kahte hai
kisi ki ek ada par dil ke aa jane ko kahte hai
lyrics of song Mohabbat Dil Ke Bas Itne Se Afsaane
Poetic Translation - Lyrics of Mohabbat Dil Ke Bas Itne Se Afsaane - मोहब्बत दिल के बस इतने से अफ़साने
Love, they say, is but a fleeting tale,
a whispered story the heart does unveil.
A single gesture, a moment's grace,
that steals the soul and finds its place.
Love, they say, is but a fleeting tale.

To meet the eyes, then turn away, to tease,
a silent torment meant to displease.
The world ignores the heart's deep ache,
the burning fire, the soul's awake.
Love, they say, is beauty's burning plea.
A single gesture, a moment's grace,
that steals the soul and finds its place.
Love, they say, is but a fleeting tale.

To feign a smile, a lifelong plight,
to die in anguish, if fate takes flight.
If separation’s cruel hand decides,
to bleed the soul with parted tides.
A single gesture, a moment's grace,
that steals the soul and finds its place.
Love, they say, is but a fleeting tale.
Love, they say, is but a fleeting tale.
A single gesture, a moment's grace.

Mangu (1954) - Movie Details
Film CastSheikh Mukhtar, Nigar Sultana, Haroon, Sheela Ramani, Mukri, A N Ansari SingerAsha Bhosle, Shamshad Begum, Suman Kalyanpur LyricistMajrooh Sultanpuri Music ByO P Naiyyar DirectorN A Ansari External LinksMangu at IMDB      
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement