Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 2 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Mohabbat Mein Itane Kareeb Aa Gaye Hum - मोहब्बत में इतने करीब आ गये हम
mohabbat me itane kareeb aa gaye hum
ki ab dur jaana hai mushkil sanam
mohabbat me itane kareeb aa gaye hum
ki ab dur jaana hai mushkil sanam
nigaahon me bas tum hi tum bas gaye ho
tumhe bhul paana hai mushkil sanam

mohabbat me itane kareeb aa gaye hum
ki ab dur jaana hai mushkil sanam
mohabbat me itane kareeb aa gaye hum
ki ab dur jaana hai mushkil sanam
nigaahon me bas tum hi tum bas gaye ho
tumhe bhul paana hai mushkil sanam
mohabbat me itane kareeb aa gaye hum
ki ab dur jaana hai mushkil sanam

tumhaari khushi me hamaari khushi hai
hame aapse is kadar aahiqi hai
tumhaare liye hum dil-o-jaan luta de
agar tum kaho ye bhi karke dikhaa de
kareeb aur aao, gale se lagaao
khudaara karo ab to najar-e-karam
mohabbat me itane kareeb aa gaye hum
ki ab dur jaana hai mushkil sanam

duwaao me jab haath hamane uthaaya
tumhe hamane maanga tumhe hamane paaya
ha kare kis tarah shukriya hum khuda ka
diya jisane tofa hame dilruba ka
tumhaari wafaao ko sajada karenge
ye waada hai tumse tumhaari kasam
mohabbat me itane kareeb aa gaye hum
ki ab dur jaana hai mushkil sanam
nigaahon me bas tum hi tum bas gaye ho
tumhe bhul paana hai mushkil sanam
mohabbat me itane kareeb aa gaye hum
ki ab dur jaana hai mushkil sanam
mohabbat me itane kareeb aa gaye hum
ki ab dur jaana hai mushkil sanam
lyrics of song Mohabbat Mein Itane Kareeb Aa Gaye Hum
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Fusion (Kumar Sanu) (2008)
Kumar Sanu
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type