Video of this song from youtube
Mohe Lehanga La De Makhmal Ka - मोहे लहंगा लादे मखमल का
SingerShamshad Begum, Ram Kamlani
Music byGovind Ram
LyricistIshwar Chandra Kapoor
Actor
Category
MovieMaa Ka Pyar (1949)
Lyrics of Mohe Lehanga La De Makhmal Ka - मोहे लहंगा लादे मखमल का
mohe lahnga laade makhmal ka
mohe lahnga laade makhmal ka
main ban than bajariyan ko jaun
sajanva o lahnga laade makhmal ka
o tohe makhmal ka lahnga main la dun
uspe gota pinaj lagwa dun
o tohe makhmal ka lahnga main la dun
uspe gota pinaj lagwa dun
ban than jab sath tore ghuman ko main jaun
ban than jab sath tore ghuman ko main jaun
dupatta le lun malmal ka
hoye lahnga laade makhmal ka
main ban than bajariyan ko jaun
sajanva o lahnga laade makhmal ka
choli la dun lahnga dun mathe ka jhumar banwa dun
choli la dun lahnga dun mathe ka jhumar banwa dun
bade saahab se tankha lekar chalenge hum bazaar
bade saahab se tankha lekar chalenge hum bazaar
bahana chhod kal kal ka
hoye lahnga laade makhmal ka
main ban than bajariyan ko jaun
sajanva o lahnga laade makhmal ka
ghumane ko tatu la dun odhne ko patu la dun
khelne ko lattu la dun
khabardaar ye gadbad mat kar chup chal
jharokha nhi chhal bal ka

Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films