Video of this song from youtube
Moraaya Re, Jisane Tera Naam Liya - मोरया रे, जिसने तेरा नाम लिया
Lyrics of Moraaya Re, Jisane Tera Naam Liya - मोरया रे, जिसने तेरा नाम लिया
morya re, bappa morya re
morya re, bappa morya re
morya re, bappa morya re
morya re, bappa morya re
ganpati bappa ganpati bappa
o ganpati bappa morya
jisne tera naam liya
ganpati bappa morya
jisne tera naam liya
uske man ka uske tan ka dukh tune sab dur kiya
ganpati bappa morya
jisne tera naam liya
ganpati bappa morya

ganpati bappa morya, mangal murti morya

shankar suman bhawani nandan, he gajwadan mahan
ridhi sidhi ke tum ho swami, tum sabke bhagwan
mangaldata budhi vidhata, aisa do vardan
karu vandana teri jab tak tan me rahe ye pran
karu vandana teri jab tak tan me rahe ye pran
ganpati bappa morya
jisne tera naam liya
ganpati bappa morya
jisne tera naam liya

hum hai bhawsagar ki lahre tum ho nirmal phul
humko nath shama kar dena ho jaye jo bhul
tujhko arpan karte hai hum shardha ke ye phul
hum tar jaye mil jaye jo charno ke ye dhul
hum tar jaye mil jaye jo charno ke ye dhul
ganpati bappa morya
jisne tera naam liya
ganpati bappa morya
jisne tera naam liya

ganpati bappa morya, mangal murti morya

niradhar ke is dharti pe tum hi ho aadhar
kabhi band na hua tumhari daya daan ka dwar
tumse hi to bhare huye hai gyan ke ye bhandar
hum kya sare dev tumhari karte jai jaikar
jai jaikar, jai jaikar, jai jaikar, jai jaikar
hum kya sare dev tumhari karte jai jaikar
ganpati bappa morya
jisne tera naam liya
ganpati bappa morya
jisne tera naam liya
uske man ka uske tan ka dukh tune sab dur kiya
ganpati bappa morya
jisne tera naam liya
ganpati bappa morya
jisne tera naam liya
ganpati bappa morya, mangal murti morya
bappa ganpati morya
lyrics of song Moraaya Re, Jisane Tera Naam Liya
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films