Lyrics of Mr. 100% - तन्हा अगर है चाहत तुम्हारी
tanha agar hai chahat tumhari
mujhse na sharmaaiye
rangi bana du raate tumhaari
ha sirf farmaiye
tanha agar hai chahat tumhari
mujhse na sharmaaiye
rangi bana du raate tumhaari
ha sirf farmaiye
mr. 100%, 100%
mr. 100%, 100%
chahat ki pyaasi kaliya meri diwaani
hun vo bhawra jo kar de raate mastani
dekh ke mujhko jalti saanse jam jaaye
dhak dhak dhak karte dil ki dhadkan tham jaaye
mr. 100%, 100%
mr. 100%, 100%
koi chaahe main usko baanho me le lun
koi chaahe main uski zulfo se khelun
suni suni raato me ek rang bhar dun
chum lun in hontho ko sharabi kar dun
mr. 100%, 100%
mr. 100%, 100%
tanha agar hai chahat tumhari
mujhse na sharmaaiye
rangi bana du raate tumhaari
ha sirf farmaiye