Video of this song from youtube
Muafi Mushkil - माफ़ी मुश्किल
Lyrics of Muafi Mushkil - माफ़ी मुश्किल
sab hai na aakhon ki jeelon mein subah hai jawan
subah se rutha tu abb jo tuta tu muafi muafi mushkil
muafi muafi mushkil chehre pe khalish hai baaki
yaad mein orr tapish hai baaki bante bante bante banta hai
mausam matam jaisa bhi
hote hote hote hota hai hasna bhi gum jaisa bhi
koi ho jaisa bhi andhera uthale ujhala sambhale
aakhon ki jeel mein subah hai jawan subah se rutha tu
muafi muafi muafi mushkil muafi muafi mushkil

Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films