Video of this song from youtube
Mohabbat Me Tadpne Se Karar Aata Hai Iss Dil Ko - मोहब्बत मे तड़पने से करार आता है इस दिल को
SingerLata Mangeshkar
Music byHemant Kumar
LyricistS H Bihari
Actor
Category
MovieHill Station (1957)
Lyrics of Mohabbat Me Tadpne Se Karar Aata Hai Iss Dil Ko - मोहब्बत मे तड़पने से करार आता है इस दिल को
muhabbat me tadpane se karar aata hai iss dil ko
jo jalim dil ko tadpaye wahi bhata hai iss dil ko

muhabbat me
kushi ki jindagi me gam agar thoda sa shamil ho

toh sach mano ke jine kaa maja aata hai iss dil ko

bhulana bhi agar chaho toh woh bhula nahi jata

koyi toh bat hai aisi jo yad aata hai iss dil ko

akeli shamma kab jalati hai parwana bhi jalata hai

wo kud bhi to tadpata hai jo tadpata hai iss dil ko

Comments on song "Mohabbat Me Tadpne Se Karar Aata Hai Iss Dil Ko"
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

Rare and beautiful song.
Lyrics by S H Bihari
Thank you.