Video of this song from youtube
Lyrics of Mujhe Dard-E-Dil Ka Pata Na Tha, Mujhe Aap Kis Liye Mil Gaye - मुझे दर्द-ए-दिल का पता ना था, मुझे आप किस लिए मिल गये
mujhe dard-e-dil ka pata na tha
mujhe aap kis liye mil gaye
main akele yun hi maje mein tha
mujhe aap kis liye mil gaye
mujhe dard-e-dil ka pata na tha
mujhe aap kis liye mil gaye

yu hi apne apne safar mein gum
kahi dur main kahi dur tum
yu hi apne apne safar mein gum
kahi dur main kahi dur tum
kahi dur tum
chale ja rahe the juda juda
mujhe aap kis liye mil gaye
main akele yun hi maje mein tha
mujhe aap kis liye mil gaye

main garib haath badha to du
tumhe pa saku ke na pa saku
main garib haath badha to du
tumhe pa saku ke na pa saku
tumhe pa saku
meri jaan bahut hain ye faasla
mujhe aap kis liye mil gaye
main akele yun hi maje mein tha
mujhe aap kis liye mil gaye

na main chaand hun kisi shaam ka
na chiraag hun kisi baam ka
na main chaand hun kisi shaam ka
na chiraag hun kisi baam ka
kisi baam ka
main to raaste ka hun ek deeya
mujhe aap kis liye mil gaye
main akele yun hi maje mein tha
mujhe aap kis liye mil gaye
mujhe dard-e-dil ka pata na tha
mujhe aap kis liye mil gaye
lyrics of song Mujhe Dard-E-Dil Ka Pata Na Tha, Mujhe Aap Kis Liye Mil Gaye
Comments on song "Mujhe Dard-E-Dil Ka Pata Na Tha, Mujhe Aap Kis Liye Mil Gaye"
Ashok Kumar Sethi on Thursday, May 14, 2015
मैं गरीब हाथ बढ़ा तो दूं,,तुम्हें पा सकूं के न पा सकूं
मेरी जां बहुत है ये फासला मुझे आप किस लिए मिल गए.

क्य बात है अल्फाज़ों में .दिल के उद्गार किस प्र्कार निकल कर दिल को छू रहे
है .यादों में हमेशा बसते रहो चित्रगुप्तजी..मैं कहां से लाउं ऐसे लोग इस
दुनिया में.
mialvi9 on Friday, October 16, 2015
Majrooh S was the most prolific lyricist of Bollywood. In a career spanning
more than half a century, he wrote hundreds of songs of every conceivable
mood and situation, but never used substandard language for cheap
publicity. This one is among his best creations. Chitragupta’s composition
is excellent and Mohd. Rafi’s rendition is out of this world. Such
beautiful songs helped Dharmendra establish himself as a leading actor. His
acting in songs was always good, as it is in this one. An audio-visual
masterpiece!
Bhaskar Brahmbhatt on Sunday, August 31, 2014
Sahir Ludhianvi is the real creator and best at this song. Other than
Chitragupta ,Ravi has also composed superb songs for genius singer Mohd
Rafi that may be "Chouhvi ka chand ho.." , "Chhoo lene do najuk..", "Sou
bar Janam lenge..." etc. However here in this song Sahir touch will always
be remembered.
Rakesh Sharma on Thursday, June 09, 2011
Dear ALL, It is beyond doubt that the Rafi Saab was the Greatest. But you
must remember the creators too, Majrooh Sahib and Great Chitargupt
ji.Imagine Mohd. Rafi without these magical melodies and what could he had
sung with modern days writers and " CHOR COMPOSERS" , hats off the entire
team
01Musicguru on Saturday, June 04, 2011
"Raat hote hi chiraghon ko bhuja deta hoon. Aiy...Amir.. Raat hote hi
chiraghon ko bhuja deta hoon. Aiy ..Amir.. Yeh Dil hi kaafi hai.. .. teri
yaad meh jalne ke liyeh..!! This one really hurts me.it reminds me of
who I really am ..but ..sad within! Thank You ...RAFI SAHIB..R.I.P.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Aakash Deep (1965)
Dharmendra, Nanda, Mehmood, Nimmi, Tiwari, Shobha Khote, Tarun Bose, Ashok KumarLata Mangeshkar, Asha Bhosle, Manna Dey, S Balbir, Mahendra Kapoor, Usha MangeshkarMajrooh SultanpuriChitraguptPhani MazumdarRangamAakash Deep at IMDB      Aakash Deep at WikipediaAakash Deep at YouTube     |    Aakash Deep at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type