Video of this song from youtube
Mujhe Tarke Talluk Ke Liye - मुझे तरके ताल्लुक के लिए
SingerSudha Malhotra
Music byHemant Kumar
LyricistBharat Vyas
ActorMeena Kumari
CategoryMujra Songs
MovieSahara (1958)
Lyrics of Mujhe Tarke Talluk Ke Liye - मुझे तरके ताल्लुक के लिए
mujhe tarke talluk ke liye samjhaya jata hai

sakune dil ke khatir or dil
jamane ke chalan or teri najro ko me ab samjha
jo zitna dab ke milta hai wohi thukraya jata hai

mujhe itna bata de aaj mere mohtro sathi
bahk jata hu main khud ya mujhe bahkaya jata hai

ek baat kahu tumse mujhe apna bana lo
barbad na ho jaye kahi dil ko bacha lo
ye sagro mina mere aage se hata lo
mere liye en aakho ke paimane bahut hai
paimane bahut hai
mahfil me tere husan ke diwane bahut hai
diwane bahut hai
wo dard mila hai mujhe aaram nhi hai
din raat tadpne ke siwa kaam nhi hai
bas teri juba par hi mera naam nhi hai
duniya ki juba par mere afsane bahut hai
afsane bahut hai

mahfil me tere husn ke diwane bahut hai
diwane bahut hai diwane bahut hai

Comments on song "Mujhe Tarke Talluk Ke Liye"
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

Beautiful song by Sudha Malhotra. Thanks to Hemant Kumar.