dil shaad thha ke phool
khilenge bahaar mein
maaraa gaya gareeb,
isee aitbaar mein
mujhe teri muhabbat ka
sahaaraa mil gaya hota
mujhe teri muhabbat ka
sahaaraa mil gaya hota
agar toofaan nahin aataa,
kinaaraa mil gaya hota
mujhe teri muhabbat ka
sahaaraa mil gaya hota
agar toofaan nahin aataa,
kinaaraa mil gaya hota
mujhe teri muhabbat ka
sahaaraa mil gaya hota
na thha manzoor qismet ko
na thhi marzi bahaaron ki
nahin to iss gulistaan mein
nahin to iss gulistaan mein
kamee thhi kyaa nazaaron ki
meri nazron ko bhi
koyee nazaaraa mil gaya hota
agar toofan nahin aatha,
kinaaraa mil gayaa hota
mujhe teri muhabbat ka
sahaaraa mil gaya hota
khushi se apni aankhon ko
main ashqon se bhigo leta
mere badley tu hans leti
mere badley tu hans leti
tere badley main ro letaa
mujhe ai kaash
tera dard saaraa mil gayaa hota
agar toofan nahin aata ,
kinaaraa mil gaya hota
mujhe teri mohabbat ka
sahaaraa mil gaya hota
mili hai chaandni jinko
ye unki apni qismet hai
mujhe apne muqaddar pe
mujhe apne muqaddar pe
fakhat itni shiqaqyat hai
mujhe toota hua koyee
sitaaraa mil gaya hota
agar toofan nahin aataa,
kinaaraa mil gaya hota
mujhe teri mohabbat ka saharaa mil gaya hota

This is the best and most complete version of the song I've been able to
find on YouTube. Too many uploaders try to be producers by dicking around
with all sorts of remixes. The result usually is a total mess and totally
destroys the beauty of the original. Nothing wrong with trying to improve
the sound of the original - many of these great songs unfortunately do not
have their master studio tapes still existing - but it requires patience,
skill and the right software.