Video of this song from youtube
Mujhe, Teri Nazar - मुझे, तेरी नज़र
SingerUdit Narayan, Alka Yagnik
Music byJatin Lalit
LyricistSameer
ActorGovinda, Shammi Kapoor, Raveena Tandon, Preeti Jhingiani
CategoryDance Songs
MovieWaah Tera Kya Kehna (2002)
Lyrics of Mujhe, Teri Nazar - मुझे, तेरी नज़र
mujhe teri nazar ne ashiq banaya sanam
is jahan ke diwane sab aashiqon ki kasam
chahe din ho chahe ratein
karta bas hoon teri batein janejan
mujhe teri nazar ne ashiq banaya sanam
is jahan ke diwane sab aashiqon ki kasam
pyar ke vade sabhi jo main tod do
kya karogi tum agar daman chhod do
yar mere khudkhushi main kar jaongi
bewafayi na sahoongi mar jaongi
bewafa main nahin tujhko mujhpe hai bharosa
kaise doonga tujhko dhoka na na
mujhe teri nazar ne ashiq banaya sanam
is jahan ke diwane sab aashiqon ki kasam
chal rahi har sans par tera nam hai
pyar karna bas tujhe mera kam hai
dekh teri chahaton mein kya ho gaya
mein tere khwabon khayalon mein kho gaya
hamnashin zindagi tere bahon mein guzaroon
tujhko dhadkan mein utaroon han re han

Comments on song "Mujhe, Teri Nazar"
7572080 on Tuesday, August 31, 2010
dis is one, dat i lke most...i wish i could hold one to whom i love..
dis is one, dat i lke most...i wish i could hold one to whom i love..
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

plz tell me the other song title .this movie kader khan and govinda and raveena song