Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.00 - 2 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Murakh Hai Jo Sagar Ki Maujon Me Fash Kar Rota Hai - मुर्ख है जो सागर की मौजो में फस कर रोता है
murkh hai jo sagar ki maujo me fas kar rota hai
jis sagar me mauje hai uska bhi kinara hota hai
chhod de naiya bhawar me dar nahi tufan se
chhod de naiya bhawar me dar nahi tufan se
mangne wale ko milti hai madad bhagwan se
chhod de chhod de naiya

kahte hai dunia jise julm o sitam ka nam hai
kahte hai dunia jise julm o sitam ka nam hai
thokre khakar sambhalna hi hamara kam hai
bhul to hoti rahegi umar bhar insaan le
chhod de chhod de naiya

apne malik par bharosa hai tujhe nadan agar
apne malik par bharosa hai tujhe nadan agar
gum tujhe kis bat ka hai dekh dunia se na dar
mangta hai kyu bhikh daya ki tu insan se
chhod de naiya bhawar me dar nahi tufan se
mangne wale ko milti hai madad bhagwan se
bhagwan se bhagwan se
lyrics of song Murakh Hai Jo Sagar Ki Maujon Me Fash Kar Rota Hai
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Bahu (1955)
Karan Dewan, Usha Kiran, Pran, Johny Walker, Shashikala, Mehmood, Kundan, Bipin Gupta, Amir Bano, Kamlakant, Mumtaz Begum, Tun TunGeeta Dutt, Hemant Kumar, Lata Mangeshkar, Ravi, Talat MahmoodS H BihariHemant KumarShakti SamantaBahu at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type