murge ne jhuth bola
murge ki chu chu ho gayi
bakare ne jhuth bola
bakare ki pu pu ho gayi
bakari ne jhut bola
ha bakari ki to to ho gayi
murge ne jhuth bola
murge ki chu chu ho gayi
bakari ne jhut bola
ha bakari ki to ho gayi
dili ka pipkhuva chidiya se
ek din bola
aao pakaye miljul ke khaye
khichadi
chaval dana mera
muh ka dana tera
lene gaya vo pani
chidiya ki dur ki nani
chupake se kha ke dana
chaki me kiya thikana
kauwe na chaki pisi
aayi awaz si si
chidiya ne chori ki thi
chidiya ki su su ho gayi
murge ne jhuth bola
murge ki chu chu ho gayi
bakari ne jhut bola
ha bakari ki to to ho gayi
Old hindi jilm dulari 1950