mushkil khusha hai naam tera
mushkil khusha hai naam tera
to mushkil me kaam aana
mushkil khusha hai naam tera
mushkil khusha hai naam tera
to mushkil me kaam aana
dukh me fanse hai tere bande
dukh me fanse hai tere bande
maula tu hi bachana
maula tu hi bachana
koi nahi hai waali apna
koi nahi hai waali apna
bekas ke samana
mushkil khusha hai naam tera
mushkil khusha hai naam tera
to mushkil me kaam aana
mushkil khusha hai naam tera
mushkil khusha hai naam tera
to mushkil me kaam aana
aafat hai jo aai sar par
aafat hai jo aai sar par
gham ki ghatayen chai hum par
gham ki ghatayen chai hum par
apne karam se maalik mere
apne karam se maalik mere
ek rajari mitana
mushkil khusha hai naam tera
mushkil khusha hai naam tera
to mushkil me kaam aana
mushkil khusha
Unfortunately, I only have this song and another song by Akbar Khan
Peshawari, Kitaab-e-Dard Mein Likha Mere Gham Ka Fasaana Hai, which has
already been uploaded. Songs from these very early films are hard to come
by.