Video of this song from youtube
Lyrics of Na Ghar Ke Na Ghaat Ke (Title Song) - आ गए मुंबई के सागर मे गाँव की नईया
aa gaye mumbay ke sagar mein gaon ki naiya
par iss root ki sabhi lineay vyast hai bhaiya
aa gaye mumbay ke sagar mein gaon ki naiya
par iss root ki sabhi lineay vyast hai bhaiya
mehanga pad gaya sapne bunna
mehanga pad gaya sapne bunna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
vasudeva mumbai deva vasudeva

badli hai aap hawa, badal gaye hain nazare
ye signal ye local, dost naye hai tumhare
naa zyada sun na, naa zyada bol na
paane mein hawa bhi kum le saans bhi pyare
mehanga pad gaya sapne bunna
mehanga pad gaya sapne bunna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna

apna woh hota nahin jo apna lagta hai
wrong hai right, jeb hai tight, lekin sab chalta hai
rasta hai seedha jo tu tedha chale
yahan to matlab se suraj aur chaand nikalta hai
mehanga pad gaya sapne bunna
mehanga pad gaya sapne bunna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna

kaale kaale coat, hare hare note
taxi'ian kaali peeli
technicolor hai ye sehar, baate iski rangeeli
lekin khushiyon ka color hai kaun sa
tu pehchane ye to bas zindagi jee lee
mehanga pad gaya sapne bunna
mehanga pad gaya sapne bunna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna

aa gaye mumbay ke sagar mein gaon ki naiya
par iss root ki sabhi lineay vyast hai bhaiya
mehanga pad gaya sapne bunna
mehanga pad gaya sapne bunna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
lyrics of song Na Ghar Ke Na Ghaat Ke (Title Song)
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Na Ghar Ke Na Ghaat Ke (2010)
Rahul Aggarwal, Paresh Rawal, Narayani Shastri, Om Puri, Ravi Kissen, Neena Gupta, Shashi Kiran, Anant Mahadevan, Rakesh Shrivastav, Neeraj Vora, Shreya Saran, Ehsaan Khan, Lalit Pandit, Shveta Salve, ManmoujiNeeraj Shridhar, Remo Fernandes, Shreya Ghoshal, Sukhwinder Singh, Sunidhi ChauhanMudassar AzizLalit PanditRahul AggarwalT P AggarwalNa Ghar Ke Na Ghaat Ke at IMDB      Na Ghar Ke Na Ghaat Ke at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type