Video of this song from youtube
Na Ho Gar Aashia Nahi Hota - ना हो गर आशना नहीं होता
Singer Music by Lyricist Actor CategoryGhazals Movie
Lyrics of Na Ho Gar Aashia Nahi Hota - ना हो गर आशना नहीं होता
na ho gar aashna nahi hota
na ho gar aashna nahi hota
but kisi ka khuda nahi hota
na ho gar aashna nahi hota

tum bhi us waqt yaad aate ho
tum bhi us waqt yaad aate ho
jab koi aasraa nahi hota
jab koi aasraa nahi hota
na ho gar aashna nahi hota

dil me kitna sukun hota hai
dil me kitna sukun hota hai
jab koi muddawa nahi hota
jab koi muddawa nahi hota
na ho gar aashna nahi hota

ho na jab tak shikar-e-naakami
ho na jab tak shikar-e-naakami
aadmi kaam ka nahi hota
aadmi kaam ka nahi hota
na ho gar aashna nahi hota

zindagi thi shabaab tak seemab
zindagi thi shabaab tak seemab
ab koi saaneha nahi hota
ab koi saaneha nahi hota
na ho gar aashna nahi hota
lyrics of song Na Ho Gar Aashia Nahi Hota
Comments on song "Na Ho Gar Aashia Nahi Hota"
Rahul Kant on Monday, December 28, 2009
Lajawab ... Bakamal Gayaki Or Kalam.
The Musical Soul on Monday, December 28, 2009
Shukriya huzoor.
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films