Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
2.50 - 2 votes
Romantic Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Na Karana Kisi Se Mohabbat Na Karana - ना करना किसी से मोहब्बत ना करना
na karna kisi se mohabbat na karna
mohabbat na karna
ho na karna kisi se mohabbat na karna
mohabbat na karna
mohabbat ke hasi dokhe se darna
mohabbat ke hasi dokhe se darna
mohabbat na karna
ho na karna kisi se mohabbat na karna
mohabbat na karna

kisi ki najr se najr na milana
na milana
kisi ko kabhi apna ghar na batana
na batana
kisi gair ke sine par na chadna
mohabbat na karna
ho na karna kisi se mohabbat na karna
mohabbat na karna

bade hi dagabaaj hai muchh vale
muchh vale
bade hi sidhe sadhe bhole bhale
bhole bhale
meri jaan un bholo se darna
mohabbat na karna
ho na karna kisi se mohabbat na karna
mohabbat na karna

salamat hai jab tak tumhari javani
ho tumhari javani
kahenge ye khud hi tumse dilo ki kahani
ho dilo ki kahani
dilo ki nagriyo me paanv na dharna
mohabbat na karna
ho na karna kisi se mohabbat na karna
mohabbat na karna
ho na karna kisi se mohabbat na karna
mohabbat na karna
lyrics of song Na Karana Kisi Se Mohabbat Na Karana
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Sabz Baag (1951)
Shekhar, Nimmi, Saroja, Pran, Kamal Kapoor, ManjuAsha Bhosle, Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar, Shamshad BegumAziz KashmiriGulshan Sufi, VinodAziz KashmiriSabz Baag at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type