Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Na Na Mere Beimaan Balma
1.00 - 1 votes
Moon Moon Sen, Aasif, RuchikaHappy Songs
Video of this song from youtube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.

We will add as soon as the video of the song is available.
Lyrics of Na Na Mere Beimaan Balma - ना ना मेरे बेईमान बलमा
are na na na
are na na na na mere beimaan balma
koi tum se sikhe najare badlana
main hun wahi mera jalwa wahi
dekh liya aaj tumne kaun sa khajana
are na na na na mere beimaan balma
koi tum se sikhe najare badlana
main hun wahi mera jalwa wahi
dekh liya aaj tumne kaun sa khajana
are na na na na mere beimaan balma

lachakte machalte ye andaj hai
aapke badle badle se jajbat hai
lachakte machalte ye andaj hai
aapke badle badle se jajbat hai
khidmat me laai hun hujur
pyar ka dilkash ye najrana
are na na na na mere beimaan balma
koi tum se sikhe najare badlana
main hun wahi mera jalwa wahi
dekh liya aaj tumne kaun sa khajana
are na na na na mere beimaan balma

mera pyar tumne to thukura diya
khilona samjh kar dil tukade kiya
mera pyar tumne to thukura diya
khilona samjh kar dil tukade kiya
aitbar tujhpe kaise karu
mohabbat ko tumne tamasha hai jana
are na na na na mere beimaan balma
koi tum se sikhe najare badlana
main hun wahi mera jalwa wahi
dekh liya aaj tumne kaun sa khajana
are na na na na mere beimaan balma

wafao ka badla jafa to nahi
jindagani kahi bewafa to nahi
wafao ka badla jafa to nahi
jindagani kahi bewafa to nahi
kahi pe nigahe kahi pe nishana
nahi bas me tere ye kasme nibhana
are na na na na mere beimaan balma
koi tum se sikhe najare badlana
main hun wahi mera jalwa wahi
dekh liya aaj tumne kaun sa khajana
are na na na na mere beimaan balma
lyrics of song Na Na Mere Beimaan Balma
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Pyar Ka Saudagar (1991)
Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu, Hema Sardesai, Asha Bhosle, Sapna MukherjeeBrij Bihari, Shaily ShailendraBappi LahiriPyar Ka Saudagar at IMDB      Pyar Ka Saudagar at YouTube     |    Pyar Ka Saudagar at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type