Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.00 - 2 votes
Kamal Haasan
Video of this song from youtube
Lyrics of Na Baba Na Baba - ना बाबा ना बाबा
afsana, afsana
kya hai mera afsana
kaise hua main diwana
i have fall in love with a girl
ek ladki se mujhko pyar hua
pyar hua fir shadi hui
shadi hui fir barbadi hui
nahi nahi, kabhi inka bharosa kabhi nahi

na baba, na baba, na baba
aurat ka bharosa na baba
dengi ye dhokha na baba
na baba, na baba, na baba
aurat ka bharosa na baba
dengi ye dhokha na baba
ek nahi do nahi teen na char
ye sari ki sari hai bewafa
na baba, na baba, na baba
inka bharosa na baba
na baba, na baba, na baba
aurat ka bharosa na baba

na baba, na baba, na baba
aurat ka bharosa na baba
dengi ye dhokha na baba
ek nahi do nahi teen na chaar
ye sari ki sari hai bewafa
na baba, na baba, na baba
inka bharosa na baba

gudiya badi hasin hai dekho to
kuch bolti nahi hai dekho to
baaho me chipa lun to na bole
hontho se laga lu to na bole
jara ise doli me baitha do
mangalsutr to pehna do
jung azab fir than jaaye
ghar mahabharat ban jaaye
jung azab fir than jaaye
ghar mahabharat ban jaaye

seene me dil nahi inke yaar
koi kaise kahe inhe dilruba
na baba, na baba, na baba
inka bharosa na baba
na baba, na baba, na baba
inka bharosa na baba
na baba, na baba, na baba
inka bharosa na baba

kaise yaha koi mar jaaye
chaho to maut bhi na aaye
fanda gale jab pad jaaye
kaise koi suli chadh jaaye
is chakkar me jo aaye
kyu na diwana ho jaaye
humko kuch karne de
jeene de na marne de
humko kuch karne de
jeene de na marne de
ye nahi vo nahi mere yaar
ye sari ki saari hai bewafa
na baba, na baba, na baba
inka bharosa na baba
na baba, na baba, na baba
aurat ka bharosa na baba
dengi ye dhokha na baba
ek nahi do nahi teen na chaar
ye sari ki sare hai bewafa
na baba, na baba, na baba
inka bharosa na baba
lyrics of song Na Baba Na Baba
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Dekha Pyar Tumhara (1985)
Kamal Haasan, Rati Agnihotri, Shakti Kapoor, Asrani, Paintal, Deven Verma, Moushumi Chatterjee, Iftekhar, Kalpana IyerAsha Bhosle, S P Balasubramaniam, Suresh Wadkar, Lata MangeshkarAnjaanLaxmikant - PyarelalVirendra SharmaDekha Pyar Tumhara at IMDB      Dekha Pyar Tumhara at WikipediaDekha Pyar Tumhara at YouTube     |    Dekha Pyar Tumhara at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type