kyon chalati hai pavan, kyon jhume hai gagan
kyon machalta hai mann
na tum jano na ham, na tum jano na ham
kyon aati hai bahar, kyon lutata hai karar
kyon hota hai pyar
na tum jano na ham, na tum jano na ham
yeh madhoshiya yeh tanhaiya
tassabur me hai kiski parchhaiya
yeh bhiga samaan umange jawan
mujhe ishq le ja raha hai kaha
kyon gum hai har disha, kyon hota hai nasha
kyon aata hai maja
na tum jano na ham, na tum jano na ham
dhadakta bhi hai tadapta bhi hai
yeh dil kyon achanak bahkta bhi hai
mahakta bhi hai chahakta bhi hai
yeh dil kya vafa ko samajhta bhi hai
kyon milati hai najar, kyon hota hai asar
kyon hoti hai sahar
na tum jano na ham, na tum jano na ham
kyon chalati hai pavan, kyon jhume hai gagan
kyon machalta hai mann, na tum jano na ham
kyon aati hai bahar, kyon lutata hai karar
kyon hota hai pyar
na tum jano na ham, na tum jano na ham
lyrics typed by: neha gupta
OMG...Hrithik's jacket at 4:04 gives the date of this song away cuz that
jacket is SO TOTALLY LATE 90's!! lol!! I'm a huge fan of Nine inch Nails
and back in the day fans of industrial music used to wear jackets, pants,
and even have wallets made of shiny pvc/latex like that. I remember after
seeing this movie in the theater I was all like, "Ok...stop wearing the
shiny pvc; for it is now mainstream in India!!" LOL!! :D