Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.74 - 27 votes
Raag Based Songs, Raga - Bhairavi
Video of this song from youtube
Lyrics of Na Ye Jamin Thee Na Aasman Tha - ना ये ज़मीं थी ना आसमाँ था
na ye jami thi na aasma tha, na chand-taro ka hi nisha tha
magar ye sach hai ke un dino bhi tera-mera pyar yu hi jawa tha
na ye jami thi na aasma tha, na chand-taro ka hi nisha tha
magar ye sach hai ke un dino bhi tera-mera pyar yu hi jawa tha
na ye jami thi na aasma tha

chale kaha se kaha pe aaye, khumar ban ke jaha pe chhaye
chale kaha se kaha pe aaye, khumar ban ke jaha pe chhaye
nibhai rasm-e-vafa kuchh aise mohabbato ke chaman khilaye
na kaise aasan hoti manjil, har ek arman naujawa tha
na ye jami thi na aasma tha, na chand-taro ka hi nisha tha
magar ye sach hai ke un dino bhi tera-mera pyar yu hi jawa tha
na ye jami thi na aasma tha

hami ne taro ko roshani di, hami ne phulo ko tajgi di
hami ne taro ko roshani di, hami ne phulo ko tajgi di
jidhar se gujare jaha bhi thahre, har ek jarre ko jindagi di
kuch isme dil ki tadap thi shamil
kuda bhi kuch humpe meharban tha
na ye jami thi na aasma tha, na chand-taro ka hi nisha tha
magar ye sach hai ke un dino bhi tera-mera pyar yu hi jawa tha
na ye jami thi na aasma tha

najar me phulo bhari hai rahe, khushi se rangin hai nigahe
najar me phulo bhari hai rahe, khushi se rangin hai nigahe
suno to kuch kah rahi hai hamse bahar faila ke apni baahe
idhar se gujroge ek din tum, nasib aisa mera kaha tha
na ye jami thi na aasma tha, na chand-taro ka hi nisha tha
magar ye sach hai ke un dino bhi tera-mera pyar yu hi jawa tha
na ye jami thi na aasma tha
lyrics of song Na Ye Jamin Thee Na Aasman Tha
Comments on song "Na Ye Jamin Thee Na Aasman Tha"
Shakeel Khan on Tuesday, December 15, 2009
Awesome, Excellent what a splendid effort a dynamic music by Mohammad Raffi
Sahib and Asha Bhonsle ,the cast of two beautiful couples Biswajeet- A rock
star Rajshree..she is the daughter of A music director Indian Pictures My
compliments
Ajay Bhuta on Tuesday, May 07, 2013
Non forgeteble superb song same had good video visibility n same can be
spiritual meaning one as in past n when we left this body if our heart love
god in many sences in his world then our love will exist forever
Amrik Singh on Saturday, November 08, 2014
Hi oye koi lauta de mere bete hue din. This is really one of my favorite
song remind me those golden days of my life. Thanks for this sweet upload.
Jamie Kaur on Friday, January 28, 2011
Wow! what a fantastic song. Dear Sham44 you did a great job. Handsome
Biswajeet and lovely Rajshree looked so attractive. Thanks for this gem.
Satish Sachdeva on Saturday, September 05, 2015
RAFI SAHAB and ASHA BHONSLE IN CLASSIC ROMANTIC SONG, a SUPER SONG TO ADD
ENTERTAINMENT, A CATCHY SAONG
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Sagaai (1966)
Biswajeet, Rajshree, Rehman, Jayant, Rajendra Nath, Prem Chopra, Helen, Iftekhar, Durga Khote, Raj Mehra, Asit Sen, Tun Tun, Johny WalkerMahendra Kapoor, Mohammed Rafi, Usha Khanna, Usha Mangeshkar, Asha BhosleRajindra KrishanRaviS D NarangS D NarangSagaai at IMDB      Sagaai at YouTube     |    Sagaai at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type