Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.50 - 2 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Naago Ka Sansar Yahi Hai - नागो का संसार यही हैं
naago ka sansar yahi hain naago ka sansar
naago ka sansar yahi hain naago ka sansar
amrit ka bhandar yahin hain amrit ka bhandar
amrit ka bhandar yahin hain amrit ka bhandar
naago ka sansar yahi hain naago ka sansar
aa aa aa aa aa aa

maun khol kar dekh saloni
kdam kadam hain pyar
saloni kdam kadam hain pyar
preet ka geet sunaake
jaag uthe sansar sajni
sajni jaag uthe sansaar
naago ka sansar yahi hain naago ka sansar
naago ka sansar yahi hain naago ka sansar
aa aa aa aa aa aa

naag lok ke dware aayi ek pardeshi naar ho
ek pardeshi naar
been bajakar manwa pukare
sajle tu shrinagar ho sajle tu shrinagar
aa aa aa aa aa aa
ek baar to hans ke basale sapno ka sansar
basa le sapno ka sansar
naago ka sansar yahi hain naago ka sansar
naago ka sansar yahi hain naago ka sansar
aa aa aa aa aa aa

saja liya hain aaj hamare armano ne saaj ho
armano ne saaj
lo chha gaye tere kadmo par
naag lok ka raaj ho naag lok ka raaj
aa aa aa aa aa aa
nago ki basti me saja le masti ka tyohar ho
saja le masti ka tyohar
naago ka sansar yahi hain naago ka sansar
amrit ka bhandar yahin hain amrit ka bhandar
naago ka sansar yahi hain naago ka sansar
aa aa aa aa aa aa
lyrics of song Naago Ka Sansar Yahi Hai
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Sati Pariksha (1957)
Daljeet, Chitra, Minu Mumtaz, Mehmood, RamsinghAsha Bhosle, Shamshad BegumSaraswati Kumar Deepak, Nazmi KanpuriSanmukh BabuN VakilSati Pariksha at IMDB      Sati Pariksha at YouTube     |    Sati Pariksha at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type