Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Naam Ae Wafa
4.01 - 79 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Naam Ae Wafa - नाम ऐ वफ़ा
naam e wafa matlab ke liye ab lete hai kyu sabhi
naam e wafa matlab ke liye ab lete hai kyu sabhi
dard jo seene me uthta hai nahi samjha yaha koi
to rehne de iss dard me zinda mai tanha hi sahi
ki dil se ye bhi denge bhula tujhko jaana kabhi

rehne de iss dard me zinda mai tanha hi sahi
dil se ye bhi denge bhula tujhko jaana kabhi
teri judaai me marne se iss dard me jeena bhala
naam e wafa matlab ke liye ab lete hai kyu sabhi
dard jo seene me uthta hai nahi samjha yaha koi
to rehne de iss dard me zinda mai tanha hi sahi
ke dil se ye bhi denge bhula tujhko jaana kabhi

khwaab ko toot jaane do hai yahi naseeb me ha
saath ko chhoot jaane do taqleef badi ho to kya
sehne de mujhe sehne de iss gam ko hai ye ilteza
teri wafa jo thi sirhane to aaraam mila mujhe
tera diya tune manga wapas to kya galat isme
to rehne de iss dard me zinda mai tanha hi sahi
ke dil se ye bhi denge bhula tujhko jaana kabhi

teri judaai me marne se iss dard me jeena bhala
naam e wafa matlab ke liye ab lete hai kyu sabhi
dard jo seene me uthta hai nahi samjha yaha koi
to rehne de iss dard me zinda mai tanha hi sahi
ke dil se ye bhi denge bhula tujhko jaana kabhi
lyrics of song Naam Ae Wafa
Comments on song "Naam Ae Wafa"
ramaul siraha on Friday, October 03, 2014
Naam-e-wafa matlab ke liye ab
Lete hain kyun sabhi
Naam-e-wafa matlab ke liye ab
Lete hain kyun sabhi

Dard jo seene mein uthta hai
Nahi samjha yahaan koi
Toh rehne de iss dard mein zinda
Main tanha hi sahi
Ki dil se ye bhi denge bhula
Tujhko jaana kabhi

Rehne de iss dard mein zinda
Main tanha hi sahi
Dil se ye bhi denge bhula
Tujhko jaana kabhi
Teri judaai mein marne se
Iss dard mein jeena bhala

Naam-e-wafa matlab ke liye ab
Lete hain kyun sabhi
Dard jo seene mein uthta hai
Nahi samjha yahaan koi

Toh rehne de iss dard mein zinda
Main tanha hi sahi
Ke dil se ye bhi denge bhula
Tujhko jaana kabhi...

Khwaab ko toot jaane do
Hai yahi naseeb mein haan
Saath ko chhoot jaane do
Taqleef badi ho to kya..
Sehne de mujhe sehne de
Iss gham ko hai ye ilteza..

Teri wafa jo thi sirhaane
To aaraam mila mujhe
Tera diya tune manga wapas
Toh kya ghalat isme
Toh rehne de iss dard me zinda
Main tanha hi sahi
Ke dil se ye bhi denge bhula
Tujhko jaana kabhi...

Teri judaai mein marne se
Iss dard mein jeena bhala

Naam-e-wafa matlab ke liye ab
Lete hain kyun sabhi
Dard jo seene mein uthta hai
Nahi samjha yahaan koi

Toh rehne de iss dard mein zinda
Main tanha hi sahi
Ke dil se ye bhi denge bhula
Tujhko jaana kabhi...
#jabir 
Sobia Mahmood on Tuesday, November 17, 2015
farhan you have a best voice for singing these kind of songs,superb
song,lyrics and music is also very nice..i,m big fan of you..keep it up...
Nadim Hassan Hera on Thursday, November 27, 2014
Heart touching song... I like Farhan saeed..Great job Farhan..well sung..
I'm wating for ur next song in bollywood movie. Thanks Bhatt group
Safiya Ahmed on Tuesday, August 12, 2014
To be honest, i think that arijit singh and sherya ghoshal should have sang
this song it would have amazing no lie
Pratik Verma on Tuesday, August 12, 2014
Shreya or Palak Muchhal shud hv been the female voice for this song.. Tulsi
Kumar's voice doesnt go well !! 
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Creature 3D (2014)
Bipasha Basu, Imran Abbas, Bikramjeet Kanwarpal, Deepraj Rana, Mukul DevArijit SinghTony KakkarMithoon, Tony KakkarVikram BhattBhushan Kumar, Krishan KumarCreature 3D at IMDB      Creature 3D at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type