Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.00 - 2 votes
Bobby Deol, Celina JaitlySad Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Naamumkin Hai Tum Bin Jee Pana - नामुमकिन है तुम बिन जी पाना
teri yado ko ji raha hu har lamha har ek pal me
tera ahsas mahsus karta hu suni dhadkan ki halchal me
ab jake maine jana ab jake maine jana
namumkin hai tum bin ji pana
namumkin hai tum bin ji pana
darde dil ka fasana mushkil hai chupana
darde dil ka fasana mushkil hai chupana
ab jake maine jana
namumkin hai tum bin ji pana
namumkin hai tum bin ji pana

teri yado ka samundar hai tadpte dil ke andar
dur tak meri najar me hai tere khabo ke manjar
har ghadi sanso me ab to chubh rahe chahat ke khanjar
namumkin hai tum bin ji pana
ab jake maine jana
namumkin hai tum bin ji pana
namumkin hai tum bin ji pana
namumkin hai namumkin hai namumkin hai
tum bin ji pana

tutte rishto ke dhage chutte khushiyo ke saye
kyu gire aankho se aansu koi bhi na jaan paye
hadse aise huye ke ban gaye apne paraye
namumkin hai tum bin ji pana
ab jake maine jana ab jake maine jana
namumkin hai tum bin ji pana
namumkin hai tum bin ji pana
namumkin hai tum bin ji pana
namumkin hai tum bin ji pana
ab jake maine jana
lyrics of song Naamumkin Hai Tum Bin Jee Pana
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Shakalaka Boom Boom (2007)
Bobby Deol, Upen Patel, Celina Jaitly, Kangna Ranaut, Asrani, Anupam Kher, Dalip Tahil, Seema Rahmani, Govind Namdeo, Viveck Vaswani, Panchali Gupta, Nikhil PatilAkruti Kakkar, Himesh Reshammiya, Kunal Ganjawala, Shaan, Sunidhi ChauhanSameerHimesh ReshammiyaSuneel DarshanSuneel DarshanShakalaka Boom Boom at IMDB      Shakalaka Boom Boom at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type