Video of this song from youtube
Nach Rahi Champakali - नाच रही चम्पाकली
thumb coming soon

2.50 - 2 votes
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Nach Rahi Champakali - नाच रही चम्पाकली
naach rahi naach rahi champakali
kismat kaha se kaha le chali
hay kismat kaha se kaha le chali

champakali champakali champakali
ho naach rahi naach rahi champakali
ho naach rahi naach rahi champakali

o gam ka fasana kisko sunau
dil ki lagi koi na jaane
gam ka fasana kisko sunau
dil ki lagi koi na jaane
aankho me aansu hontho pe aahe
sunle o zaalim zamane
champakali champakali champakali
ho naach rahi naach rahi champakali
ho naach rahi naach rahi champakali
naach naach rahi champakali
kismat kaha se kaha le chali
hay kismat kaha se kaha le chali

o aaho se khele tarane khushi ke
aankho me ashko ke mele
aaho se khele tarane khushi ke
aankho me ashko ke mele
kismat ke teero ka bankar nishana
rah gaye ham to akele
champakali champakali champakali
ho naach rahi naach rahi champakali
ho naach rahi naach rahi champakali
naach naach rahi champakali
kismat kaha se kaha le chali
hay kismat kaha se kaha le chali

o chhai khizaye dil ke chaman me
ruthi hain hamse bahare
chhai khizaye dil ke chaman me
ruthi hain hamse bahare
ujadi hui hia kismat ki duniya
aise me kisko pukare
champakali champakali champakali
ho naach rahi naach rahi champakali
ho naach rahi naach rahi champakali
lyrics of song Nach Rahi Champakali
Comments on song "Nach Rahi Champakali"
Parag Sankla on Tuesday, July 21, 2015
Never knew about this extremely rare song . Being able to listen to it is a
delight. Thanks a lot Aditya.
rumahale on Tuesday, July 21, 2015
Thanks for this rare gem.
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films