Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Nach Re Dharatee Ke Pyare
4.83 - 30 votes
Nirupa Roy, Balraj SahniHappy Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Nach Re Dharatee Ke Pyare - हें हें नाच रे धरती के प्यारे
he he nach re dharti ke pyare
tere armano ki duniya samne hai tere
he he aaj tere ghar hone ko hai phir
khushiyo ke phere, laai diwaali
ye hariyaali kahti hai tujhse re
he he nach re dharti ke pyare
tere armano ki duniya samne hai tere
he he aaj tere ghar hone ko hai phir
khushiyo ke phere, laai diwaali
ye hariyaali kahti hai tujhse re

jaise taise kat gayi gam ke raat kaali
jaise taise kat gayi gam ke raat kaali
gali gali shor hai aayegi diwaali
gali gali shor hai aayegi diwaali
he he kadi mehnat ki fasal
apne dhiraj ka ye phal mitha laage re
he he nach re dharti ke pyare
tere armano ki duniya samne hai tere
he he aaj tere ghar hone ko hai phir
khushiyo ke phere, laai diwaali
ye hariyaali kahti hai tujhse re

hawa gaaye lahra, jiya lahraye re
hawa gaaye lahra, jiya lahraye re
gagri umang ki chhalak chhalak jaye re
gagri umang ki chhalak chhalak jaye re
he he gup chup dekhe dagar
bhaayi duniya hai magar sab dukh bhage re
he he nach re dharti ke pyare
tere armano ki duniya samne hai tere
he he aaj tere ghar hone ko hai phir
khushiyo ke phere, laai diwaali
ye hariyaali kahti hai tujhse re

hame to ye dhup bhe aaj lage chandani
hame to ye dhup bhe aaj lage chandani
aane lagi yaad phir bhuli hui raagni
aane lagi yaad phir bhuli hui raagni
nile ambar ke tale, chhed ke baat chale
prit bhi jaage re
he he nach re dharti ke pyare
tere armano ki duniya samne hai tere
he he aaj tere ghar hone ko hai phir
khushiyo ke phere, laai diwaali
ye hariyaali kahti hai tujhse rere
nach re dharti ke pyare
tere armano ki duniya samne hai tere
he he aaj tere ghar hone ko hai phir
khushiyo ke phere, laai diwaali
ye hariyaali kahti hai tujhse re
lyrics of song Nach Re Dharatee Ke Pyare
Comments on song "Nach Re Dharatee Ke Pyare"
Ramesh Shukla on Thursday, July 14, 2011
Thank you so much ! I am so glad to see and hear both , whom I have
personlly met many years back, Hemant & Nirupa Roy.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Heera Moti (1959)
Balraj Sahni, Nirupa Roy, Cuckoo, Helen, Shobha Khote, P KailashLata Mangeshkar, Hemant Kumar, Sudha Malhotra, Suman Kalyanpur, Asha Bhosle, Usha Mangeshkar, Ghulam MohammadShailendra, Prem DhawanRoshanKrishan ChopraHeera Moti at IMDB      Heera Moti at YouTube     |    Heera Moti at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type