Video of this song from youtube
Naghmo Ke Rang Bikhre Hai - नगमों के रंग बिखरें हैं
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Naghmo Ke Rang Bikhre Hai - नगमों के रंग बिखरें हैं
nagmo ke rang bikhare hain, gajalo ke shaam hain

likha hain maine jo bhi wo mehfil ke naam hain

rukh mod de hawa ka jo insaan hain wahi
rukh mod de hawa ka jo insaan hain wahi
mera tamaam dosto ko ye payaam hain
likha hain maine jo bhi wo mehfil ke naam hain
nagmo ke rang bikhare hain, gajalo ke shaam hain

armaa hain manjilo se bhi aage gujarne ka

manjil talak pahunchana to ek aam baat hain
likha hain maine jo bhi wo mehfil ke naam hain
nagmo ke rang bikhare hain, gajalo ke shaam hain

waade iraade jinke badlte nahi kabhi
waade iraade jinke badlte nahi kabhi
har waqt ye waqt to unka gulaam hain
likha hain maine jo bhi wo mehfil ke naam hain
nagmo ke rang bikhare hain, gajalo ke shaam hain

nagmo ke rang bikhare hain, gajalo ke shaam hain
likha hain maine jo bhi wo mehfil ke naam hain
nagmo ke rang bikhare hain, gajalo ke shaam hain
nagmo ke rang bikhare hain, gajalo ke shaam hain
lyrics of song Naghmo Ke Rang Bikhre Hai
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films