Video of this song from youtube
Lyrics of Nahi Dekha Kabhi Pahle, Ye Phul Hai Kin Ghuljharo Ka - नहीं देखा कभी पहले, ये फूल है किन गुल्जारों का
nahi dekha kabhi pahale, kabhi pahale nahi dekha
ye phul hai kin ghuljharo ka, mai aasiq hu baharo ka
mai aasiq hu baharo ka
nahi dekha kabhi pahale, kabhi pahale nahi dekha
ye phul hai kin ghuljharo ka, mai aasiq hu baharo ka
mai aasiq hu baharo ka

mujhe jo pasand ho mai chhod ta nahi
par daro mat phulo ko mai todhta nahi
mujhe jo pasand ho mai chhod ta nahi
par daro mat phulo ko mai todhta nahi
mujhko khabar hai ki tumsi najuk kaliya
chhune se shrama jati hai
ye hai aadat meri bina matlab ke
ye najare yuhi kisi chehare pe rukh jati hai
yuhi kisi chehare pe rukh jati hai
nahi dil me mere kuch mere, mujhe sokh hai sirf najaaro ko
mai aasiq hu baharo ka, mai aasiq hu baharo ka

tumsi hasino ki ho khak khadar
hum log rang roop ko na dekhe agar
tumsi hasino ki ho khak khadar
hum log rang roop ko na dekhe agar
jisko koi dekhata nahi puchho us se ki
kitani lakleef hoti hai
jal jata hai vo dil hi dil me jab
samane uske auro ki tarif hoti hai
tarif hoti hai to lat uljhi suljha du
matlab hai ye mere isharo ka, mai aasiq hu baharo ka
mai aasiq hu baharo ka
nahi dekha kabhi pahale, kabhi pahale nahi dekha
ye phul hai kin ghuljharo ka, mai aasiq hu baharo ka
mai aasiq hu baharo ka, mai aasiq hu baharo ka
lyrics of song Nahi Dekha Kabhi Pahle, Ye Phul Hai Kin Ghuljharo Ka
Comments on song "Nahi Dekha Kabhi Pahle, Ye Phul Hai Kin Ghuljharo Ka"
gbolagun on Wednesday, September 17, 2008
Kishore was great; complimented all the hindi stars of his time. great
song; thanks Kkaustav for uploading this long-awaited song that is one of
the best in its days in Nigeria. there are other memorable songs in this
great film; please & kindly upload especially another solo by Rajesh in a
pub. great pictures one of Europe's beautiful cities. great title track.
gbolagun on Wednesday, September 17, 2008
from 4.00 mins; its great acting by Rajesh & Zeenie. Is Zeenie jittery of
the girls when she didnt give her face to Rajesh? great chemistry. the
scene creats lots of fun. cheers.
sublimeksaleel on Saturday, June 27, 2009
exactly, u c i am in the uk, question is did she mean it? if so why? and for whatever reasons, howcome was it never edited out, were the director and the cameraman not aware of what it means?or that they were aware of it, but saw it fit in zeenat's character in the movie? zeenat was in the usa for a while, but i am not sure that even in usa they use that gesture the way we do, then again when someone vists a new place or learns a new language most people tend to learn swear words etc at first
Kaash Saraiya on Friday, September 19, 2008
"Yehi aadat hai meri bina matlabh ke, ye nazrein kissi chehre pe younhi ruk
jaati hai...haan ruk jaati hai Nahi dil mei, kuchh mere...mujhe shoukh hai
sirf nazaaro ka..." I love that line!!! Amazing song by kishoreda, and
beautifully acted by the great Rajesh Khanna
sublimeksaleel on Tuesday, December 02, 2008
the seetings of europe, beautiful zeenat with rajesh khanna and the amazing voice of kishore da with great lyrics and music, what more can you ask for.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Aashiq Hoon Baharon Ka (1977)
Rajesh Khanna, Zeenat Aman, Danny Denzongpa, Asrani, Om Parkesh, Nadira, Preeti Ganguli, Rehman, Sulochana, Julie Ames, Pinchoo KapoorLata Mangeshkar, Kishore KumarAnand BakshiLaxmikant PyarelalJ Om PrakashK K Talwar, Raj BathijaAashiq Hoon Baharon Ka at IMDB      Aashiq Hoon Baharon Ka at WikipediaAashiq Hoon Baharon Ka at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type