Video of this song from youtube
Nahi Nahi Abhi Nahi (The Unwind Mix) - पा पा पा पा पा पा पा पा पा पा
Lyrics of Nahi Nahi Abhi Nahi (The Unwind Mix) - पा पा पा पा पा पा पा पा पा पा
pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa
pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa
nahi nahi abhi nahi, abhi karo intezaar
nahi nahi kabhi nahi, main hu bekaraar
nahi nahi abhi nahi, abhi karo intezaar
nahi nahi kabhi nahi, main hu bekaraar
pa pa pa pa pa pa ra ra, pa pa pa pa pa
pa pa pa pa pa pa ra ra, pa pa pa pa pa
na na na na hm hm hm, na na na na na baba

main bhi jawaan, tu bhi jawaan, kami hai kis baat ki
main bhi jawaan, tu bhi jawaan, kami hai kis baat ki
yaha aao na ghabraao, rut hai mulaakaat ki
ha nahi nahi ha abhi nahi, phir kabhi dildaar
nahi nahi kabhi nahi, main hu bekaraar
la la la la la la la la la

bade wo ho tum piya, zid kyu nahi chhodte
bade wo ho tum piya, zid kyu nahi chhodte
ha kaliyo ko khilne se pehle nahi todte
nahi nahi kabhi nahi, chali jaayegi bahaar
na na nahi nahi abhi nahi, thoda intezaar
ha nahi nahi ha abhi nahi, phir kabhi dildaar
nahi nahi kabhi nahi, main hu bekaraar
lyrics of song Nahi Nahi Abhi Nahi (The Unwind Mix)
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films