Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.50 - 4 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Nahi Puchh Mujhse Zalim - नहीं पूछ मुझसे ज़ालिम
nahi puchh mujhse zalim
mere dil ka haal kya hai
nahi puchh mujhse zalim
mere dil ka haal kya hai
jo jaba se kuch kahu main
ye meri majaal kya hai
majaal kya hai o

main nahi hu teri manzil
tu hai kyu mera diwana
tujhe kis tarah batau
main nahi tera nishana
mera dil ye jaanta hai
ke tera khayal kya hai
nahi puchh mujhse zalim
mere dil ka haal kya hai
jo jaba se kuch kahu main
ye meri majaal kya hai
majaal kya hai o

ye dare dare se arma
ye dabi dabi si aahe
ye dare dare se arma
ye dabi dabi si aahe
main kidhar se bach ke jaau
ke dikhaye de na raahe
jo jala de muskurake
wo hasin chaal kya hai
nahi puchh mujhse zalim
mere dil ka haal kya hai
jo jaba se kuch kahu main
ye meri majaal kya hai
majaal kya hai o

jo ladi aake mujhse
wo najar bahut buri hai
naahi meri jaan le le
ye najar nahi chhuri hai
kisi begunah ko mara
to kaho kamaal kya hai
nahi puchh mujhse zalim
mere dil ka haal kya hai
jo jaba se kuch kahu main
ye meri majaal kya hai
majaal kya hai o
lyrics of song Nahi Puchh Mujhse Zalim
Comments on song "Nahi Puchh Mujhse Zalim"
Sara S.J on Tuesday, September 15, 2015
Ye madhur, meetha, manmohak , manohari,manbhawan geet abb tak kahan chupa
rakha tha Ajay Jee.Suman Jee ke behisaab madhur geet sune par ye shayad aaj
hee suna .
Ye dare,dare se arman ,ye dabi ,dabi see aahen ,
Main kidhar ko bach ke jaayun, ki dikhayee den na raahen ...

Iss behad pyare geet ke liye Dhanyavaad Ajay Jee.
Indu Misra on Monday, September 14, 2015
Suman Kalyanpur ka gaya yeh song dil ko choo gaya.Thank you Ajayji. Suman
ji ke bare mein Ku ch jante hon to batayen.
Indu Misra on Tuesday, September 15, 2015
Ajayji aapne mere sawal ka jawab nahin diya. Mein Sumanji ke bare mein
Janna chah rahi thi.
akarshik on Monday, September 14, 2015
What a amazing and so sweet song sung by Suman jee heard first time Ajay
Bhai. Loved it.
tripurari shankar on Friday, September 18, 2015
wah ajayji maza. aa gaya .wonderful use of saxafone &superb music composed
by s.mohindar
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Bekhabar (1965)
Dara Singh, Sayeeda Khan, Sailesh Kumar, Shammi, Mohan Choti, Master Bhagwan, Anwar HusainAsha Bhosle, Mohammed Rafi, Suman KalyanpurRaja Mehdi Ali KhanS. MohinderNanabhai BhattBina ChitraBekhabar at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type