naino ke baan ki reet anokhi
naino ke baan ki reet anokhi
baan chale aur nain na dekhe
baan chale aur nain na dekhe
naino ke baan ki
nain se nikle nain me aaye
nain se nikle nain me aaye
naina re hariday me samaye
naina re hariday me samaye
ek baan se aag laga kar
ek baan se aag laga kar
ek baan se aag bujhaye
din na dekhe or rain na dekhe
baan chale aur nain na dekhe
naino ke baan ki
kaliyo ki muskan na jane
bhawro ka sukh chain na dekhe
bhawro ka sukh chain na dekhe
hasi hasi me man yu chine
hasi hasi me man yu chine
hans juge jyun chupa seep se moti
hans juge jyun chupa seep se moti
ya jyun pawan chale aur chal kar
ya jyun pawan chale aur chal kar
ha chin le nirbal deep se jyoti
ha chin le nirbal deep se jyoti
man sune aur bain na dekhe
baan chale aur nain na dekhe
baan chale aur nain na dekhe
naino ke baan ki
This should form one of the archives of Indian Hindi Movie Industry. I
appreciate your initiative in finding it and making available for the
reference of genuine music lovers. Those were the days when playback
singing was recently introduced (I don't remember the exact year) and
contribution of Ghulam Haidar, Anil Biswas, Khemchand Prakash etc. was
memorable. Here, Ghulam Haidar Sahab has done reasonably well in singing;
Shamshad Begum, of course, is outstanding. Thank you.