Video of this song from youtube
Lyrics of Nanhi Si Jaan Me Hai Jawani Ka Sitam Kyu - नन्ही सी जान में है जवानी का सितम क्यूँ
nanhi si jan me hai jawani ka sitam kyun
rag rag me nasha aur nashe me hai dard kyun
ye is liye ke zindagi me pyar kiya jaye
ye is liye ke zindagi me pyar kiya jaye
do char din hai pyar se guzar diya jaye
do char din hai pyar se guzar diya jaye

han do dil jab ek hote hai tab do bane hai kyun
milane ki tamanna hai magar milate nahi hai kyun
ye is liye ke dil pe dil nisar kiya jaye
ye is liye ke dil pe dil nisar kiya jaye
do char din hai pyar se guzar diya jaye
do char din hai pyar se guzar diya jaye

han ankho se ankh mil gai phir bhi na chain kyun
han pahachan ho gai magar bebasi hai kyun
ye is liye ke ishk ka ejahar kiya jaye
ye is liye ke ishk ka ejahar kiya jaye
do char din hai pyar se guzar diya jaye
do char din hai pyar se guzar diya jaye

han in mast nigaho me pareshaniyan hai kyun
betab do dilo me yun jawaniyan hai kyun
ye is liye ke ab na intajar kiya jaye
ye is liye ke ab na intajar kiya jaye
do char din hai pyar se guzar diya jaye
do char din hai pyar se guzar diya jaye
lyrics of song Nanhi Si Jaan Me Hai Jawani Ka Sitam Kyu
Comments on song "Nanhi Si Jaan Me Hai Jawani Ka Sitam Kyu"
dilij1 on Monday, May 18, 2009
Nice upload, great.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Nadiya Ke Par (1948)
Dilip Kumar, Kamini Kaushal, S L Puri, Maya Banerjee, David Tawari, Rani BalaMohammed Rafi, Lalita Deulkar, Chitalkar, Pandit Chander, S.L. PuriMotiC RamchandraKishore SahuNadiya Ke Par at IMDB      Nadiya Ke Par at YouTube     |    Nadiya Ke Par at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type