Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.00 - 6 votes
Funny Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Naram Naram Ye Hain Garam Garam - नरम नरम ये है गरम गरम
naram naram ye garam garam
ye hai naram naram ye hai garam garam
ye hai chane gagan ke tare chane gagan ke tare
do paise ki chiz me dekho
lakho gun hai pyare lakho gun hai pyare

bache khaye budhe khaye khaye race ke ghode
ye khaye race ke ghode do muthi jo roz chabaye
sabki gardan tode lala ji seth ji babu ji sabki gardan tode
chane khilakar jise ladai wo kabhi na bazi hare
wo kabhi na bazi hare do paise ki chiz me dekho
lakho gun hai pyare lakho gun hai pyare

suitat butat dhan walo ka pura sauk kare
ye pura sauk kare nirdhan dukhio majduro ka
jis din pet bhare kadar chane ki jane wo
jo tadpe bukh ke mare tadpe bukh ke mare
do paise ki chiz me dekho
lakho gun hai pyare lakho gun hai pyare

chane batane bech ke dekho bane hai sahukar
hum bane hai sahukar yad rakho ye bat ke
mehnat jati nahi bekar jeet usi ki hai dunia me
jo himmat na hare jo himmat na hare
do paise ki chiz me dekho
lakho gun hai pyare lakho gun hai pyare

ye hai naram naram ye hai garam garam
ye hai chane gagan ke tare chane gagan ke tare
do paise ki chiz me dekho
lakho gun hai pyare lakho gun hai pyare
lyrics of song Naram Naram Ye Hain Garam Garam
Comments on song "Naram Naram Ye Hain Garam Garam"
SeaBreezeCenter on Thursday, May 27, 2010
Swami Ji, thanks for posting this rare song.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Rangeela (1953)
Bhagwan, Purnima Razi, Vivek, Badri Prasad, Nazira Indira, M K Kale, Babu RaoAsha Bhosle, Mohammed RafiEhsan Rizvi, S H BihariJamal SenBhagwanRangeela at IMDB      Rangeela at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type