Video of this song from youtube
Average Rating : 4.38
Total Vote(s) : 81
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Nasib Insaan Ka Chahat Se Hi Sanwarta Hai, Hum Tumhe Chahte Hain Aise - नसीब इंसान का चाहत से ही सँवरता है
nasib insan ka, nasib insan ka
nasib insan ka chaahat se hi sawarta hai
kya bura isme kisi par jo koyi marta hai
ham tumhe chahte hai aise
ham tumhe chahte hai aise
marne waala koyi
marne waala koyi zindagi chahta ho jaise
ham tumhe chahte hai aise

ruth jaao agar tum to kya ho
ruth jaao agar tum to kya ho
pal me aise lage
pal me aise lage jism se jaan jaise juda ho
ham tumhe chahte hai aise
marne waala koyi
marne waala koyi zindagi chahta ho jaise
ham tumhe chahte hai aise

zara puchho to mera iraada
zara puchho to mera iraada
mujhe kisse hai pyaar mere dil ka hai kaun shahzada
zara puchho to mera iraada

mere khaabo me jo saj raha hai
mere khaabo me jo saj raha hai
wo khuda to nahi par zamane me sabse juda hai
mere khaabo me jo saj raha hai

zindagi bin tumhaare adhuri
zindagi bin tumhaare adhuri
tumko paa lu agar
tumko paa lu agar har kami meri ho jaaye puri
zindagi bin tumhaare adhuri

le chalenge tumhe ham waha par
le chalenge tumhe ham waha par
tanhaayi sanam
tanhaayi sanam shahnaayi ban jaaye jaha par
ham tumhe chahte hai aise

ham tumhe chahte hai aise
marne waala koyi
marne waala koyi zindagi chahta ho jaise
ham tumhe chahte hai aise
lyrics of song Nasib Insaan Ka Chahat Se Hi Sanwarta Hai, Hum Tumhe Chahte Hain Aise
Comments on song "Nasib Insaan Ka Chahat Se Hi Sanwarta Hai, Hum Tumhe Chahte Hain Aise"
bobbyBollyfan on Monday, March 23, 2009
All in Qurbani did an exemplary job; Feroz the quintessential smooth
criminal, Amjad the smooth but shady officer, Khanna the decent man plagued
by a moral dilemma & Aman whose breathtaking charm belied her innate
vulnerability. This was a superb facet of this multifaceted Welesian film
noir as it betrayed these two characters as being in spiritual unison.
Qurbani was engaging ala the traditional film noir but retained a Bollywood
sensibility that made for a true stroke of genius. Thank you:)
AfGPaKhtUnGiRl on Thursday, December 31, 2009
they look way too cute together.
salil dixit on Wednesday, November 12, 2008
gret! this is full song.
khaki479 on Monday, August 10, 2009
classic !!!!
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Qurbani (1980)
Feroz Khan, Zeenat Aman, Vinod Khanna, Shakti Kapoor, Amrish Puri, Amjad Khan, Kader Khan, Aruna Irani, Jagdeep, Mac Mohan, Tun Tun, Viju Khote, Dinesh HingooAsha Bhosle, Kanchan, Kishore Kumar, Mohammed Rafi, Nazia HassanBiddu, IndeevarKalyanji Veerji, AnandjiFeroz KhanFeroz KhanQurbani at IMDB      Qurbani at WikipediaQurbani at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type