Video of this song from youtube
Lyrics of Nathaniyan Jo Dali Gajab Ho Gaya - नथनिया जो डाली गजब हो गया
humari gali ke hansi dekhte the, humari taraf wo nahi dekhta the
humari gali ke hansi dekhte the, humari taraf wo nahi dekhta the
achanak magar hume dekh kar kadam ruk gaye sanam jhuk gaye
kiye sau salam diye sau payam tadapkar kahan o jane wafa
tu mehboob hai bahut khoob hai, tu mehboob hai bahut khoob hai
ye jane kya ho gaya kab ho gaya
nathaniya jo dali gajab ho gaya, nathaniya jo dali gajab ho gaya
nathaniya jo dali gajab ho gaya ha gajab ho gaya
nathaniya jo dali gajab ho gaya, nathaniya jo dali gajab ho gaya

ye kajal ki dhare na pata ye gajre ki phul chandan ki dhul
ye bindiya ka roop ye chehre ki dhoop ye payal ki chham chham
ye payal ki chham chham
ye julfon ke kam ye damke hamare solah shringar
kiya sab magar hua na asar
kiya sab magar hua na asar agar aaj sab me besabab ho gaya
ha besabab ho gaya, ha ha besabab ho gaya
nathaniya jo dali gajab ho gaya, nathaniya jo dali gajab ho gaya
nathaniya jo dali gajab ho gaya ha gajab ho gaya
nathaniya jo dali gajab ho gaya, nathaniya jo dali gajab ho gaya

fasane bane bahane bane khuda ki kasam hua kya sitam
wahi bekadar mere husan par fida ho gaya, ye kya ho gaya
fida ho gaya, ye kya ho gaya
baras me kahi jo hota nahi
baras me kahi jo hota nahi kapat ek pal me wo sab ho gaya
wo sab ho gaya, ha ha wo sab ho gaya
nathaniya jo dali gajab ho gaya, nathaniya jo dali gajab ho gaya
nathaniya jo dali gajab ho gaya ha gajab ho gaya
nathaniya jo dali gajab ho gaya, nathaniya jo dali gajab ho gaya
lyrics of song Nathaniyan Jo Dali Gajab Ho Gaya
Comments on song "Nathaniyan Jo Dali Gajab Ho Gaya"
Asfand Yaar on Sunday, May 03, 2009
thnx dude uploadin 1 ov ma all tym fave track luv al da songs of main tusli
tere angan ki.well her name is(tha lady in pink saree) "hina
kausar"
Narsingh Agnish on Sunday, July 15, 2012
Anuradha and Hemlata singing "hamari gali ke ... nathaniya jo daali gazab
ho gaya"
Manish Bhatia on Saturday, September 28, 2013
Fantastic 'Fan' effect at 4.15 by brilliant Raj Khosla ji
Asfand Yaar on Sunday, May 03, 2009
nd da lady in green purnima a well known singer
nabeelburhan on Saturday, February 28, 2009
please tell me the name of the one on pink
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Main Tulsi Tere Aangan Ki (1978)
Nutan, Vijay Anand, Asha Parekh, Vinod Khanna, Deb Mukherjee, Neeta Mehta, C S Dube, Goga Kapoor, Geeta Behl, Jagdish Raaj, Bhagwan, Trilok Kapoor, Heena Kausar, Birbal, Amrit Lakhan pal, Naaz, Anand Pal, Master Ravi, Parveen PaulAnuradha Paudwal, Asha Bhosle, Hemlata, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, ShobhaAnand BakshiLaxmikant Kudalkar, PyarelalRaj Khosla, Sudesh IssarRaj KhoslaMain Tulsi Tere Aangan Ki at IMDB      Main Tulsi Tere Aangan Ki at WikipediaMain Tulsi Tere Aangan Ki at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type