Video of "Nazar Ka Mil Ke Jhuk Jana" from YouTube
Nazar Ka Mil Ke Jhuk Jana Video Thumbnail
Advertisement
Nazar Ka Mil Ke Jhuk Jana - नज़र का मिलके झुक जाना
Lyrics of Nazar Ka Mil Ke Jhuk Jana - नज़र का मिलके झुक जाना
aap aa gaye hai or bhi kareeb mere
mujhe mubarak de ab to naseeb mere
nazar ka milke jhuk jaana
mohabbat ki nishaani hai nishaani hai
mere hontho pe ab ye dastan puraani hai puraani hai
nazar ka milke jhuk jaana
mohabbat ki nishaani hai nishaani hai

chupaane se nahi chupta kabhi ye raaz ulfat ka
chupaane se nahi chupta kabhi ye raaz ulfat ka
kabhi ye raaz ulfat ka kahi jaaye jo aankho se
mohabbat wo kahani hai kahani hai
nazar ka milke jhuk jaana
mohabbat ki nishaani hai nishaani hai

sath me to hai ek tasveer magar ab fat bhi jaayegi
sath me to hai ek tasveer magar ab fat bhi jaayegi
ab fat bhi jaayegi jo tere sath fat jaaye
meri wo jindgaani hai jindgaani hai
nazar ka milke jhuk jaana
mohabbat ki nishaani hai nishaani hai
mere hontho pe ab ye dastan puraani hai puraani hai
nazar ka milke jhuk jaana
mohabbat ki nishaani hai nishaani hai
lyrics of song Nazar Ka Mil Ke Jhuk Jana
Poetic Translation - Lyrics of Nazar Ka Mil Ke Jhuk Jana - नज़र का मिलके झुक जाना
You've come closer, and closer still,
My fate, now, bless me, my soul to fill.
A gaze that falls, a humbled sight,
Love's true emblem, burning bright.
On my lips, an ancient tale,
Love's true emblem, without fail.

This secret of love, cannot be bound,
This secret of love, cannot be found
In hiding, forever to remain,
For the eyes will speak, again and again.
A love story, whispered low,
Love's true emblem, watch it grow.

Together, a picture, held in time,
Together, a picture, a fading rhyme,
It will tear, as you depart,
My life, intertwined with your heart.
A gaze that falls, a humbled sight,
Love's true emblem, burning bright.
On my lips, an ancient tale,
Love's true emblem, without fail.
A gaze that falls, a humbled sight,
Love's true emblem, burning bright.

Neeli Ankhen (1962) - Movie Details
Film CastAjit, Shakeela, Helen, Raj Mehra, Shetty, Johny Walker, Tiwari, Tun Tun, V M Khan SingerMohammed Rafi, Suman Kalyanpur, Manna Dey, Geeta Dutt, Mukesh LyricistGulshan Bawra Music ByDattaram Wadkar DirectorVed Mohan External LinksNeeli Ankhen at IMDB       Movie at YTNeeli Ankhen at YT    Neeli Ankhen at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement