Video of this song from youtube
Nazar Mein Hai Koyi Chehra - नज़र में है कोई चेहरा
SingerVasundhara Das, Lucky Ali
Music byAnu Malik
LyricistSameer
Actor
Category
MovieGood Luck (2008)
Lyrics of Nazar Mein Hai Koyi Chehra - नज़र में है कोई चेहरा
nazar mein hai koi chehra thami dhadkan pal hai thehra
raaz-e-aalam bada gehra sun lo sanam
akela tera dil akela mera dil mohabbaton ki saji hai mehfil

teri baahein meri manjil sun lo sanam nazar mein hai koyi chehra
thami dhadkan pal hai thehra raaz-e-aalam bada gehra
sun lo sanam

teri baahein meri manjil o o sanam
teri baatein tera hi charcha, hamesha hardam karta hoon main
o jaan-e-jaana teri kesu pe teri khushbu pe marta hoon main
bolati gumsum yeh hasi raatein rang laayengi yeh mulaakaatein
nazar mein hai koyi chehra thami dhadkan pal hai thehra

teri baahein meri manjil sunlo sanam
teri saansein meri saanson ko chhu rahi hai najdik se
tujhe hi dekha tujhe hi chaaha tujhe hai paana kareeb se
main kahu toh kya hai badi mushkil sarfira sa hai yeh sama kaatil

Comments on song "Nazar Mein Hai Koyi Chehra"
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

Nice Song ;) & Kiss Wow...!!