Video of this song from youtube
Lyrics of Nazare Lad Gayiya Lut Gayi Mai Saiyya - नजरे लड़ गइया लुट गयी मैं सइया
nazre lad gaiya lut gayi main saiya
nazre lad gaiya lut gayi main saiya
ab jo ho hona
main yaar yaar kahna main baar baar kahna
main saath saath rahna piya
main yaar yaar kahna main baar baar kahna
main saath saath rahna piya
ho rama ho rama

nazre lad gaiya lut gayi main saiya
ab jo ho hona
main yaar yaar kahna main baar baar kahna
main saath saath rahna piya
main yaar yaar kahna main baar baar kahna
main saath saath rahna piya

zindagi teri ho gayi ho gayi teri zindagi
zindagi teri ho gayi ho gayi teri zindagi
dil nahi udaya dil dil se lagaya dil
dil ki lagi nahi dillagi
khush gaye natkhat dil kare dhak dhak
milega tu kab tak ja meri
ho zindagi teri ho gayi ho gayi teri zindagi
dil nahi udaya dil dil se lagaya dil
dil ki lagi nahi dillagi
khush gaye natkhat dil kare dhak dhak
milega tu kab tak ja meri

jag chhute rab ruthe jag chhute rab ruthe
mujhko kya karna
oye oye oye oye oye
main yaar yaar kahna main baar baar kahna
main saath saath rahna piya
main yaar yaar kahna main baar baar kahna
main saath saath rahna piya
ho rama ho rama
nazre lad gaiya lut gayi main saiya
ab jo ho hona
main yaar yaar kahna main baar baar kahna
main saath saath rahna piya
main yaar yaar kahna main baar baar kahna
main saath saath rahna piya

main fida sone yaar pe yaar pe main fida
main fida sone yaar pe yaar pe main fida
chunari rangaungi main bindiya sajaungi main
mehandi rachau tere nam ki
pyar ke na kaam aaye yaar ke na kaam aaye
phir ye jawani kis kaam ki
o main fida sone yaar pe yaar pe main fida
chunari rangaungi main bindiya sajaungi main
mehandi rachau tere nam ki
pyar ke na kaam aaye yaar ke na kaam aaye
phir ye jawani kis kaam ki
galiyo me raaho me galiyo me raaho me
charcha ye hona haaye

main yaar yaar kahna main baar baar kahna
main saath saath rahna piya
main yaar yaar kahna main baar baar kahna
main saath saath rahna piya

nazre lad gaiya lut gayi main saiya
ab jo ho hona
main yaar yaar kahna main baar baar kahna
main saath saath rahna piya
main yaar yaar kahna main baar baar kahna
main saath saath rahna piya
ho rama ho rama ho rama ho rama
main yaar yaar kahna main baar baar kahna
main saath saath rahna piya
lyrics of song Nazare Lad Gayiya Lut Gayi Mai Saiyya
Comments on song "Nazare Lad Gayiya Lut Gayi Mai Saiyya"
surajsunsuraj on Saturday, July 31, 2010
When you see madhurimKarisham you fall in love each time you see them . and
you get attracted to them even when they are wearing full dresses. This si
what i call beauty of a women or sensuous women. Exposing or baring can
generate lust or attraction for short time and the actress will be
forgotten.
surajsunsuraj on Saturday, July 31, 2010
A women should wear saree is such a way that her figure shape is clearly
visible then she will look very attractive and if the navel is exposed then
taht adds to the sensuality.
Ahmad Naveed on Thursday, July 17, 2014
Where the sweet karishma has gone yar,,,,such heorines considered to be the
pillars of indian cinema.do you expect such dance full of xpressions
and energy from todays heroines..all are like statues...huh
tina panten on Thursday, April 05, 2012
karishma looks beautiful in this song she is a legend i love this song old
song is all time hits and has good lyrics always listen to karishma kapoor
song
Ahmad Naveed on Thursday, July 17, 2014
awesome awesome awesome..look at her expressions while bringing her arms
forward and saying "lut gae mein sayyan"..well full marks..
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Bal Brahmachari (1996)
Karisma Kapoor, Tinu Anand, Deepak Tijori, Mukesh Khanna, Shakti Kapoor, Aasif Sheikh, Mohan Joshi, Aparajita, Bindu, Anang Desai, Avtar Gill, Achyut Potdar, Ashok Sharma, Asha Sharma, Himani Shivpuri, Puru Raaj Kumar, SimranAsha Bhosle, Udit Narayan, Alka Yagnik, Bappi Lahiri, Kavita Krishnamurthy, Abhijeet, Sadhna SargamPrakash MehraBappi LahiriPrakash MehraPrakash MehraBal Brahmachari at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type