Video of this song from youtube
Average Rating : 3.00
Total Vote(s) : 1
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Nepaal Ki Thandi Thandi Hawaao Mein - नेपाल की ठंडी ठंडी हवाओं में
nepal ki thandi thandi hawao mai dekho na kya ho gya
nepal ki thandi thandi hawao mai dekho na kya ho gya
ek ladke ka ek ladki se glti se lafda ho gya
yaha to dhol bajne laga samjho ghar par jhagda ho gaya
nepal ki thandi thandi hawao mai dekho na kya ho gya
ek ladke ka ek ladki se glti se lafda ho gya
yaha to dhol bajne laga samjho ghar par jhagda ho gaya
yahan pe baje tali mumbai mai pade gali
yahan pe baje tali mumbai mai pade gali

maine isko dekha aur isne mujhko dekha
kuch aur maine socha kuch aur isne samjha
rama re rama
rama re rama
hai banate banate story kuch aise ban gayi h
mai iska ho gaya hun ye meri ho gayi hai
rama re rama
rama re rama
shiv ki lila hai shiv ki lila hai ye aur hai kya
ek ladke ka ek ladki se glti se lafda ho gya
yaha to dhol bajne laga samjho ghar par jhagda ho gaya
yahan pe baje tali mumbai mai pade gali
yahan pe baje tali mumbai mai pade gali

nepal mai dil dhak dhak dhadke
kancha kanchi ke liye pal pal tadpe
nepal mai dil dhak dhak dhadke
kancha kanchi ke liye pal pal tadpe

mai hun radha ye shyam hai mera
chahna tujhko kam hai mera
mai hun radha ye shyam hai mera
chahna tujhko kam hai mera

tujhmai mai mujhmai tu charo taraf mere bas tu hi tu
isse badhke isse badhke khushi aur hai kya
ek ladke ka ek ladki se glti se lafda ho gya
yaha to dhol bajne laga samjho ghar par jhagda ho gaya
nepal ki thandi thandi hawao mai dekho na kya ho gya
ek ladke ka ek ladki se glti se lafda ho gya
yaha to dhol bajne laga samjho ghar par jhagda ho gaya
yahan pe baje tali mumbai mai pade gali
yahan pe baje tali mumbai mai pade gali
lyrics of song Nepaal Ki Thandi Thandi Hawaao Mein
Comments on song "Nepaal Ki Thandi Thandi Hawaao Mein"
sirsalmanrushdie on Saturday, April 02, 2011
Main Singers: Udit Narayan (male) and Sadhana Sargam (female) Additional
Singer: Anu Malik Music Composer: Anu Malik
chikapuli on Saturday, December 26, 2009
! is it Uditnarayan jha ? I mean the singer.
Milan Kadachha on Monday, July 23, 2012
Not Sadhana Sargam it's Anuradha
ravi4443 on Thursday, January 20, 2011
this is from GHARWALI BAHARWALI
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Gharwali Baharwali (1998)
Anil Kapoor, Raveena Tandon, Rambha, Satish Kaushik, Kader Khan, Avtar Gill, Asrani, Rakesh Bedi, Sharat Saxena, Madhuri Dixit, Sushma Seth, Divya Dutta, Mahavir Shah, Javed Khan, Ghanshyam, Shehzad Khan, Razzak Khan, Shashi Kiran, Jitu Verma, Babban Yadav, Manmouji, Gavin Packard, Jack Gaud, Shiva, David Dhawan, Viju Khote, Tiku Talsania, Satish Shah, Kishore Bhanushali, JugnuAnu Malik, Anuradha Paudwal, Anuradha Sriram, Kumar Sanu, Poornima, Shankar Mahadevan, Udit Narayan, Vinod RathodDev Kohli, Nitin Raikwar, SameerAnu MalikDavid DhawanTutu Sharma, Vashu BhagnaniGharwali Baharwali at IMDB      Gharwali Baharwali at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type