Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 3 votes
Video of this song from youtube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.

We will add as soon as the video of the song is available.
Lyrics of Nigahe Kya Wo - निगाहें क्या वो
nigaahe kya vo jo dekhe ye jalwe dar dar ke
nigaahe kya vo jo dekhe ye jalwe dar dar ke
ke vo jeena bhi kya jeena, ke jiye mar mar ke
ke vo jeena bhi kya jeena, ke jiye mar mar ke
ke jiye mar mar ke
chale to aaye mehfil me bahana kar kar ke
chale to aaye mehfil me bahana kar kar ke
na hogi baat jab uthenge aahe bhar bhar ke
na hogi baat jab uthenge aahe bhar bhar ke
aahe bhar bhar ke

sitamgar lekar kitne, na jaane aaye fitne
koi ye naaz dekhe o ho jara andaaz dekhe
nigaahe kaafirana haay adayein kaatilana
niraali baate inki anokhi ghaate inki
humara ? lekar hume dikhlaaye tevar
magar ye jalwe sare bhatakte maare maare
jo hum na naam lete haay to ye khud jaan lete
ke inka mola kya hai haay bada ye bol kya hai
ke inka mola kya hai, bada ye bol kya hai
na hote fir fasaane ye jaha me ghar ghar ke
jaha me ghar ghar ke
na hote fir fasaane ye jaha me ghar ghar ke
na hogi baat jab uthenge aahe bhar bhar ke
aahe bhar bhar ke

bade dildaar banke ye jo baithe hai tan ke
jamana jaanta hai, inhe pahchaanta hai
ho ye matlab ke hai bande, garj ke daale fande
hai jhuthi inki yaari, dikhave ki dildaari
ke ye jis pe marte hai, use ruswa karte hai
bade hoshiyaar hai ye, bade ayyar hai ye
wafa ka dam bharte hai badi baate karte hai
wafa ka dam bharte hai badi baate karte hai
hakikat se begaane ye kya jaane anjaane
hakikat se begaane ye kya jaane anjaane
milega kya inhe ke ye kawali dar dar ke
kawali dar dar ke
milega kya inhe ke ye kawali dar dar ke
nigaahe kya vo jo dekhe ye jalwe dar dar ke
ye jalwe dar dar ke

jise raam dena, usi ka naam lena
hasino ki ada hai haay, ada bhi haay kya hai
kare ye dil ki chori, aur us pe seenajori
kare ye dil ki chori, aur us pe seenajori
kahe to kya kahe hum, hai behtar chup rahe hum
ye jo ek baat ki hai, samjhdaari yahi hai
shikayat khamkha ki nahi hoti hai acchi
lagawat se kyu haasil, banawat se kya haasil
alag manjil humari, juda raahe tumhaari
alag manjil humari, juda raahe tumhaari
mohabbat aur badhti hai dilo me lad lad ke
me lad lad ke
mohabbat aur badhti hai dilo me lad lad ke
mohabbat aur badhti hai dilo me lad lad ke
nigaahe kya vo jo dekhe
lyrics of song Nigahe Kya Wo
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Mujrim Kaun Khooni Kaun (1965)
Jairaj, Indira, Bela Bose, Asit Sen, SapruAsha Bhosle, Usha Mangeshkar, Suman KalyanpurNaqsh Lyallpuri, Anjum Jaipuri, Akhtar RomaniBabulRamnik VaidyaMujrim Kaun Khooni Kaun at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type