Lyrics of Nigahon Me Masti, Ajab Teri Najro Ki Masti Ka Aalam - निगाहों में मस्ती ,अजब तेरी नजरो की मस्ती का आलम
nigaho me masti adao me shokhi
muh me jadi motiyo ki ladi hai
ajab teri ajab teri najro ki masti ka
aalam ajab teri najro ki masti ka aalam
ke lai hai mujhpe ye mushkil ghadi hai ke
lai hai mujhpe ye mushkil ghadi hai
tadapne ka koi bahana na hota jo
chahat na hoti zamana na hota
mohabbat ke kandho pe duniya khadi hai
ajab teri ajab teri najro ki masti ka aalam
ajab teri najro ki masti ka aalam ke lai
hai mujhpe ye mushkil ghadi hai
ke lai hai mujhpe ye mushkil ghadi hai
aani hai harsh ye dil se bhulakar na
itrao chanda si surat ko pakar
ye husno jawani ghadi do ghadi hai
ajab teri teri najro ki masti ka aalam
ajab teri najro ki masti ka aalam ajab
teri najro ki masti ka aalam
ke lai hai mujhpe ye mushkil ghadi hai
ke lai hai mujhpe ye mushkil ghadi hai