Video of this song from youtube
Advertisement
Nikat Tere Aaiyaan - निकट तेरे आइयाँ
Lyrics of Nikat Tere Aaiyaan - निकट तेरे आइयाँ
jhooth hoga jo main na kahoon
pyaar mein pyaar mein main hoon
rooth ke bhi main teri rahoon pyaar mein main rahoon
na jaane kab tera hua asar beliya
dagar teri aave yeh jiya nidar beliya
nikat tere aai aan sajan laaiyaan laaiyaan
nikat tere aai aan sajan laaiyaan laaiyaan
bachne ka koi na aasaar ve jhalli ho gayi jhalli ho gayi
tere pyaar mein dillagi nahin hai mere yaar yeh
sachi sachi ishq sachi be-shumaar ve
naam judey yeh tera hi mujhse
main kahoon aur kya
na jaane kab se tu hua shajar beliya
dagar teri aave yeh jiya nidar beliya
nikat tere aai aan sajanlaaiyaan laaiyaan
nikat tere aai aan sajan laaiyaan laaiyaan
jhooth hoga jo main na kahoon
pyaar mein pyaar mein main hoon
rooth ke bhi main teri rahoon
pyaar mein main rahoon

Kill (2024) - Movie Details
Film CastLakshya - I, Raghav Juyal, Tanya Manikatla, Ashish G. Vidyarthi, Abhishek Chauhan, Harsh Chhaya, Adrija Sinha, Pratap Verma, Meenal Kapoor, Mukesh Chandelia, Madhu Raja, Arun Thakur, Priyam Gupta, Calib Logan, Ashok Pandey, Parth Tiwari, Shivam Parmar, Akash Pramanik, Nazneen Madan, Komal Chhabria, Kashyap Kapoor, Saurabh Singh Chauhan, Anil Sansare, Mohit TripathiSingerMonu Rathod, Vikram Montrose, Rekha Bhardwaj, Shashwat Singh, Sudhir Yaduvanshi, Sanj V, Shashwat SachdevLyricistShashwat Sachdev, Shekhar Astitwa, Siddhant KaushalMusic ByHaroon Gavin, Shashwat Sachdev, Vikram MontroseDirectorAchin Jain, Apoorva Mehta, Guneet Monga Kapoor, Hiroo Yash Johar, Karan JoharProducerNikhil Nagesh BhatExternal LinksKill at IMDB Kill at WikipediaYouTubeKill at YT
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name ((Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement