Video of this song from youtube
Advertisement
O America - ओ अमेरिका
SingerShankar Mahadevan
Music byRam Laxman
LyricistRavinder Rawal
Actor
Category
MovieManchala (1999)
Lyrics of O America - ओ अमेरिका
o america america
mai tujhse achha o america
mai bhatka insaan o america
tu mujhko raah de tu mujhko panaah de
hoga mujhpar ehsaan o america, america
ye husn ke mele ye jawaaniya
hai pyaar bhi jawaan yeh kahaniya
meri woh jaane jaa is waqt hai kahaan
meri nazar hairaan o america
america o america
har pal mere liye ek imtihaan hai
khamosh lab mere dil bejubaan hai
tu mera saath de haathon mei haath de
ek dost ke samaan o america
mai tujhse achha o america
mai bhatka insaan o america
tu mujhko raah de tu mujhko panaah de
hoga mujhpar ehsaan o america, america
ye husn ke mele ye jawaaniya
hai pyaar bhi jawaan yeh kahaniya
meri woh jaane jaa is waqt hai kahaan
meri nazar hairaan o america
america o america
har pal mere liye ek imtihaan hai
khamosh lab mere dil bejubaan hai
tu mera saath de haathon mei haath de
ek dost ke samaan o america
Comments on song "O America"
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement


thanks a loot