Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.08 - 12 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of O Bewafa - ओ बेवफा
tujhe apna bana ke maine
tujhe dil me basa ke maine
tujhe apna bana ke maine
tujhe dil me basa ke maine
ki hai ye bhari khata
o bewafa meri wafa ka diya kya sila
bewafa, bewafa, bewafa

kaise main tujhe samjhaaun
chaahun to bhi kah na paun
kaise main tujhe samjhaaun
chaahun to bhi kah na paun
de chaahe jo bhi saja
mere sanam teri kasam
main hun bawafa, bawafa, bawafa, bawafa

sapne dikha ke tune chhod diya raaho me
sapne dikha ke tune chhod diya raaho me
mujhko rula ke chali, gair ki baaho me
gair ki baaho me
naya nata hai joda tune
mere khwaab ko toda tune
dena na usko daga
o bewafa meri wafa ka diya kya sila
bewafa, bewafa, bewafa

tere liye khair maangu, daman faila kar
tere liye khair maangu, daman faila kar
tujhko bana de rabba, mujhko mita kar
mujhko mita kar
jiwan mera andhiyara, jiwan mera andhiyara
teri raah me ho ujiyara
mangu main bas ye dua
mere sanam teri kasam
main hun bawafa, bawafa, bawafa, bawafa
bewafa, bewafa, bewafa
bawafa, bewafa, bawafa, bewafa
lyrics of song O Bewafa
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Kohra (1993)
Armaan Kohli, Ayesha Jhulka, Deepak Tijori, Ashok Saraf, Pran, Gulshan Grover, Kunika, Kiran Kumar, Sadashiv Amrapurkar, Deepak SarafAmit Kumar, Kumar Sanu, Sadhana Sargam, PoornimaSanjeev, Anand, Dev KohliCharanjit AhujaPartho GhoshKohra at IMDB      Kohra at YouTube     |    Kohra at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type