Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - O Jaanam
4.50 - 2 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of O Jaanam - ओ जानम
o jaanam jaanam jaanam
tujhpe dil ko nisaar karungi
aisa tujhko pyaar karungi
tujhpe dil ko nisaar karungi
aisa tujhko pyaar karungi
kisi ne kiya na ho
o jaanam jaanam jaanam

o haayo o haayo o haayo
hai yaara hai yaara hai yaara hai

nayan aisi khabar jaisi bachu kaise
fansa dil aise nikal na sake
mere jawaa chhupa kaha mai hu yaha
badan saara aankh ban tujhko take
jaanu jaanu jaanu jaanam jaanam
tujhpe dil ko nisaar karungi
aisa tujhko pyaar karungi
kisi ne kiya na ho

hai ya hai ya ho o
o haayo o haayo o haayo
hai yaara hai yaara hai yaara hai

to kyu dare ye rasbhari kalas bhari
kadamo pe tere rakh dungi main
tu maang le ya chhin le ya lut le
lutkar bhi khush rahungi main
jaanu jaanam jaanam jaanu jaanam jaanam
tujhpe dil ko nisaar karungi aisa
tujhko pyaar karungi
kisi ne kiya na ho
o jaanam jaanu jaanam jaanam

o haayo o haayo o haayo
lyrics of song O Jaanam
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Gangvaa (1984)
Rajinikanth, Shabana Azmi, Suresh OberoiGangvaa at IMDB      Gangvaa at WikipediaGangvaa at YouTube     |    Gangvaa at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type