Video of this song from youtube
Advertisement
O Jameela - ओ जमीला
thumb coming soon

3.29 - 7 votes
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of O Jameela - ओ जमीला
gaao ki galiyo mein lagta hai mela
tera deewana dil banke albela
jisko ye dhunde hai humko pata hai
are jaa rshi vo jaa rshi hai teri jameela

o jameela o jameela aana jhume raat ko
aankhon hi aankhon mein karna
aankhon wali baat ko
o jameela o jameela aana jhume raat ko
aankhon hi aankhon mein karna
aankhon wali baat ko
roop tera walla wallah dil bole allah allah
roop tera walla wallah dil bole allah allah
tu nahin bhadkana yaara mere jajbat ko
o jameela o jameela aana jhume raat ko
aankhon hi aankhon mein karna
aankhon wali baat ko

dekh teri patli kamar dil ye mera dola
tu hai chanchal hirni to main hu mast maula
ho dekh teri patli kamar dil ye mera dola
tu hai chanchal hirni to main hu mast maula
roop tera walla wallah dil bole allah allah
roop tera walla wallah dil bole allah allah
tu nahin bhadkana yaara mere jajbat ko
o jameela o jameela aana jhume raat ko
aankhon hi aankhon mein karna
aankhon wali baat ko

kaali kaali zulfen teri nagin si lehraye
teri adaye teri jawani dil pe sitam dhaye

lyrics of song O Jameela
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement