o kali anaar ki na itna sataao
pyaar karne ki koi rit bataao
o gunche gulaab ke na batiya banaao
pahale kisi ko dil me bithaao
o kali anaar ki na itna sataao
pyaar karne ki koi rit bataao
o gunche gulaab ke na batiya banaao
pahale kisi ko dil me bithaao
ankhiya gulaabi rangi shabaab
hamko pilaaye pyaar ki sharaab
padh lo hamaare dil ki kitaab
isme likha hai pyaar ka javaab
bhari bahaar me shor na machaao
pyaar ka usul hai ghar me bulaao
o kali anaar ki na itna sataao
pyaar karne ki koi rit bataao
kar lo kabhi to hans ke do baate
kaate kate na biraha ki ye raate
aaoge jis din le ke baaraat
de denge haatho me ye haath
kisi ke pyaar ko pyaar se sajaao
jivan bhar kaa saath nibhaao
o kali anaar ki na itna sataao
pyaar karne ki koi rit bataao
dil ka bhanvra tum par nisaar
mere chaman ki tu hai bahaar
batiya tumhaari ras ki phuhaar
hamne suni dil gaye haar
kisi ki khwab me jhum ke to aao
chhoti-chhoti baato par ji na jalaao
o kali anaar ki na itna sataao
pyaar karne ki koi rit bataao
o gunche gulaab ke na batiya banaao
pahale kisi ko dil me bithaao
o kali anaar ki na itna sataao
pyaar karne ki koi rit bataao

though rehman was good charector actor but it is difficult to digest his
love song around the tree. though i have digested it in my childhood when i
saw chhoti bahen a prasad production's super hit film. shyama looks fine.