Video of this song from youtube
O Mehrama Kya Mila - ओ मेहरमा क्या मिला
SingerDarshan Raval, Antara Mitra
Music byPritam
LyricistIrshad Kamil
Actor
CategorySad Songs
MovieLove Aaj Kal (2020)
Lyrics of O Mehrama Kya Mila - ओ मेहरमा क्या मिला
chaahiye kisi saaye mein jagah
chaaha bahut baar hai
na kahin kabhi mera dil lagaa
kaisa samajhdaar hai
main na pohchun kyun wahaan pe
jaana chaahun main jahaan
main kahaan kho gaya
aisa kya ho gaya
o mehrama, kya mila
yun juda hoke bata
o mehrama, kya mila
yun juda hoke bata
na khabar apni rahi
na khabar apni rahi
na raha tera pata
o mehrma, kya mila
yun juda hoke bata
jo shor ka hissa hooni
woh aawaz hoon
logon mein hoon
par tanha hoon main
haan tanha hoon main
duniya mujhe mujhse juda hi karti rahe
bolo magar na baatein karun
ye kya hoon main
sab hai lekin main nahi hoon
woh jo thoda tha kami
woh hawa ho gaya
kyu khafa ho gaya
o mehrma, kya mila
yun juda hoke bata
o mehrama, kya mila
yun juda hoke bata
na khabar apni rahi
na khabar apni rahi
na raha tera pata
o meherma, kya mila
yun juda hoke bata
chaaha bahut baar hai
na kahin kabhi mera dil lagaa
kaisa samajhdaar hai
main na pohchun kyun wahaan pe
jaana chaahun main jahaan
main kahaan kho gaya
aisa kya ho gaya
o mehrama, kya mila
yun juda hoke bata
o mehrama, kya mila
yun juda hoke bata
na khabar apni rahi
na khabar apni rahi
na raha tera pata
o mehrma, kya mila
yun juda hoke bata
jo shor ka hissa hooni
woh aawaz hoon
logon mein hoon
par tanha hoon main
haan tanha hoon main
duniya mujhe mujhse juda hi karti rahe
bolo magar na baatein karun
ye kya hoon main
sab hai lekin main nahi hoon
woh jo thoda tha kami
woh hawa ho gaya
kyu khafa ho gaya
o mehrma, kya mila
yun juda hoke bata
o mehrama, kya mila
yun juda hoke bata
na khabar apni rahi
na khabar apni rahi
na raha tera pata
o meherma, kya mila
yun juda hoke bata
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

