Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - O Mithwa Aaja Re Saathiya
3.33 - 3 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of O Mithwa Aaja Re Saathiya - ओ मितवा आजा रे साथिया
o mitwa mitwa mitwa
aaja re aaja re sathiya sathiya

dil ki dhadkan me hai tu sajna
chahat ke aangan ke tu sajna
maine chaha tujhe maine pooja tujhe
man ke mandir me hai tu sajna
dil ki dhadkan me hai tu jane ja
chahat ke gulshan me tu jane ja
maine chaha tujhe maine pooja tujhe
meri sanso ki sargum me tu jane ja
dil ki dhadkan me hai tu sajna
chahat ke gulshan me tu jane ja

jab se tum mil gaye zindgi mil gayi
zindgi mil gayi har khushi mil gayi
har janam me mere sajna
teri mai banke rahu
har janam me mujhe ek hi kam ho
mere hotho pe hardam tera nam ho
tu najar hai tu jigar hai
tu hai meri humsafar
aankho me sanso me tu sajna
khwabo khyalo me tu sajna
dil ki dhadkan me hai tu sajna
chahat ke gulshan me tu jane ja

chal kahi apni basti basa le sanam
pyar ke gaav me ghar bana le sanam
ruthe dunia chute dunia
na ruthna tu sanam
pyar ka deep jalta hai jalta rahe
silsila pyar ka yuhi chalta rahe
tu mera sapna tu mera apna
tu mera hai khuda
phulo baharo me tu jane ja
sare nazaro me tu jane ja
dil ki dhadkan me hai tu sajna
chahat ke aagan me tu sajna
dil ki dhadkan me hai tu jane ja
chahat ke aagan me tu jane ja
maine chaha tujhe maine pooja tujhe
man ke mandir me hai tuhi tu sajna
lyrics of song O Mithwa Aaja Re Saathiya
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Rani Aur Maharani (1993)
Ravi Kissen, Damin, Mukesh Khanna, Shiprada, Kiran Kumar, Jogindra Sadhna Sargam, Kumar Sanu, Kavita KrishnamurthyDilip K TahirKanti ShahRani Aur Maharani at IMDB      Rani Aur Maharani at YouTube     |    Rani Aur Maharani at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type